Sharafat Ho Barena Saar

Sharafat ho barena saar toh ghairat khoon roti hay.

Jo balon ki banay chadar (x2) toh ghairat khoon roti hay.

1) Kisi gaiyoor ki beti musalmano ki baasti may (x2)
Barena saar phiray dar dar toh ghairat khoon roti hay.

2) Muharak yeh hi liktay hain watan say dhoor jungle main (x2)
Shareefon ka lutay jo ghaar toh ghairat khoon roti hay.

3) Jisay Zahra nay paala ho haya ki goud main logo (x2)
Wohee maangay agaar chadaar toh ghairat khoon roti hay.

4) Kisi ki khanay waday paar ho bhalwa ghair logo ka (x2)
Bichar jaye agaar dukhtar toh ghairat khoon roti hay

5) Kisi Tauqeer wali say kahan jaye kay bhayi say (x2)
Tu laashay par na matam kar toh ghairatan khoon roti hay.

Link to Noha: – Afzal Karbalae (Katri), 2009/10

Leave a Reply


Isulong SEOph