Archive for June, 2010

Aati Hai Gardoon Say Yeh Payhum Sada

Sunday, June 13th, 2010

Aati hai gardoon say yeh payhum sada
Qatal howay sajday may shairay khuda
Qaanay haq may yeh ghazab ho gaya
Qatal howay sajday may shairay khuda.
1) Ghum say hai Zainab nidhaal (x2)
Khol diye saar kay baal (x2)
Kehti hai ye pur malaal (x2)
Dekho [...]

Ali Nay Manga Tah Ghazi Ko Karbala Kay Liye

Sunday, June 13th, 2010

Wafa ti inkay liye aur, ye wafa kay liye, Ali nay manga tah Ghazi ko Karbala kay liye.
1) Hussain jhula jhulate tay, inko yeh kay kaar (x2)
Yeh kaam ayenge Zainab teri rida kay liye.
2) Na jaane kis liyey Haider nay inkay bazu kay (x2)
[...]

Bin Teray Na Ghaar Jaaungi Bhaiya

Saturday, June 12th, 2010

Abid nay kaha aakay kareeb bintay Ali say
Ab suway watan chaliye phuphi-jaan may sadkay
Sunkar ye khabar zakh may jigar phaat gaye saaray
Markhad seh lipat kaar kiye Zainab nay yeh naalay
May jab bhi watan jaaungi bhaiya (x2)
Bin teray na ghaar jaaungi bhaiya.
1) Athara baras ka Ali Akbar Bhi yehi hai (x2)
[...]

Fizza Nay Kaha Awn-o-Mohammed

Saturday, June 12th, 2010

Jab ran may aaye Haider-o-Jafar kay mehlaqa (x2)
Aur baykaso peh toot paari fojay ashkiyan
Nagaah ek zaeefa khulay sar barehna pa
Qaimay kay daar pay aayi dilaf ghaaro ghum zada
Dekha jo aah bharkay suway nehray Al Qama
Naizo uchal ke rehgaya paani Furaat ka
Do nanay nanay laashay basad girya o buka
Laatay howay dikhayi diyay shah -e- Karbala
Saar peetnay [...]

Ay Mout Tehaar Ja

Saturday, June 12th, 2010

Hichkiyan layta tay Ali Akbar, Umme Laila ye bain karti thi
Poshaak urahaloon kay may armaan nikaloon
Ay mout tehaar jaa, ay mout tehaar jaa
May apnay jawan laal ko dulha to bana loon
1) Is laal ko may kaisay karoon teray hawalay
Yeh chand to daita hay zamanay ko ujalay
[...]

Alwida, Ay Behan Alwida

Saturday, June 12th, 2010

Alwida ay behan alwida
Bolay Shah-e-zaman alwida.
1) Qatal ka meray lamha kareeb aagaya (x2)
Ek andhera sa charon taraf chagaya (x2)
Waqt say pehlay suraj bhi grehn aagaya (x2)
May hu tanha mera haar sahara gaya (x2)
2) Chaltay chaltay faqat tumsay hay [...]

Ay Awn – o – Mohammed

Saturday, June 12th, 2010

(Kehti ti yeh Zainab (x2) youn maa ka maan nibhaana (x2) )
 
Ay Awn-o-Muhammed, Aye Aun-o-Muhammad (x2)
 
Shabbir ka tum sadka ho, ab khaymay may beta, tum laut kaar na aana.
 
1) Hay Maa ko yaqeen, tum Maa ki baat rakhogay
Yeh yaad rahay, khaimo may hay pyaasay bachay
[...]

Pehlu Bhi Shikasta Hay, Turbat Bhi Shikasta Hay

Saturday, June 12th, 2010

(Haye Syeda)
 
Pehlu bhi shikasta hai, turbat bhi shikasta hay.
 
Kya haal yeh ummat nay, Zahra ka banaaya hay.
 
1) Khatoon koyi ghum say, yun churr nayhi dekhi
Aisi koyi duniya may, mastoor nayhi dekhi
Athaara baras may hi, lagti jo zaeefa hay.
 
2) Darbaar may zaalim nay, ki [...]