Archive for February, 2008

Abbas Ijazat Mungda Ay Sun Yasrab Di Shehzadi

Thursday, February 14th, 2008

Abbas ijazat mungda ay sun Yasrab di shehzadi
Bibi sumjao Ghazi nu (x2) na toray kamaar bhira di.
1)  Akbar day roop ich may Zainab
     Aakiyaan daa noor gavaya
     Qasim di mout day sadmay nay
     Menu jundayan maar mukaya
     Kevain somp day aye maqtal nu
     Wasday jageer wafa di.
2)  Tu bachra paak Muhammad da
     Na marn ghulam [...]

Chal Paray Shabbir Karbal Hogiya Veeran Medina

Thursday, February 14th, 2008

Chal paray Shabbir Karbal hogiya veeran Medina.
Rooti Akbar tujhko Sughra (x2) rehgayi tanha Medina.
 
1)  Saar bhi dunga, ghaar bhi dunga, behno ki chadaar bhi dunga
     Dheen bachanay kay liye noujawan Akbar bhi dunga
     Abh na zinda laut kaar main (x2) aaunga nana Medina.
 
2)  Behain lekar, haram lekar, Karbala ko ja raha hun
     Aik ghum hai [...]

Yeh Daard Sakina Ko Tah Hashar Rulaye Gah

Thursday, February 14th, 2008

Yeh daard Sakina ko tah hashar rulaye gah.
Asghar ka paani peena, baba ka zakhmi seena, issay bhool na paaye gah.
 
1)  Zindan ki tanhayi din raat rulati hai
     Ab tak bhi khayalon main Asghar ko bulati hai
     Yeh ghum nahin bhula bhayi ka khali jhoola
     Ab kon jhulaye gah.
 
2)  Shabbir kay haathon peh Islam ka baani [...]

Abbas Tera Lasha Maqtal`ch Ray Gaya Eh

Thursday, February 14th, 2008

Abbas tera lasha maqtal`ch ray gaya eh.
Shabbir di kamar nun (x2) eho ghum jhuka gaya eh.
 
1)  Abbas tay qatal di khaimay ich khabar aayi
     Hun main ujar gayi haan Zainab deway duhai
     Meray pardayan da zamin (x2) mera bhai na reya hai.
 
2)  Abbas di wafa tay nehar-e-furat royi
     Eh shahanshah wafa da ehsaan aur koyi
    [...]

Ghurbat Ki Inteha Hai

Sunday, February 10th, 2008

Ghurbat ki inteha hai, na saaya na rida hai, Zahra teri lehad paar.
Chand patharon nay mil kaar, mehrooma likh diya hay (x2) Zahra teri lehad paar.
1)  Teeron bhari qaba thi, aur khoon bhari rida thi (x2)
     Jo Shaam say bacha tah Zainab nay rakh diya hai
     Zahra teri lehad paar.
2)  Do phair dhal rahay hain, [...]