Archive for January, 2008
Monday, January 21st, 2008
(Alay Nabhi peh yeh kaisa aaya hai intehaan
Akbar Abbas aur Qasim ho tum kahan)
Alamaan Alamaan
Ghustakon kay hajoom main (x2) Zainab thi darmiyan.
1) Hairaan hun bazaar say kaisay guzar gayi (x2)
Tatheer ki paali thi (x2) bazaar ka samaa.
2) Yeh soch kay Sajaad ka dil khoon ro para (x2)
Tafseer bayrida thi (x2) naizay pay tah [...]
Shaam | 2 Comments »
Monday, January 21st, 2008
Lo musalmano khamosh ho gayi Zahra.
Zakhm pehlo main liye (x2) aaj soou gayi Zahra.
1) Jiskay ronay ki sadao say tarap jatay tay
Sun kay fariyad Ali Pak chalay atay tay
Mout kay gehray andharon (x2) main kho gayi Zahra.
2) Logh Yasrab kay baray chain say abh souein gay
Meri Makhdoma kay masoom sabhi rooein gay
[...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Monday, January 21st, 2008
Rastay ka sitam bhaartay bhaartay lo abh Bazaar-e-Shaam aaya.
Maa behno key unthon ko liya (x2) rota howa mera Imam aya.
1) Bazaar bhara tah aada say aur qaidiyon paar saab hastay tay (x2)
Kehnay ko saab kalmago tay (x2) paar koyi na us dum khaam aaya.
2) Naqay pay Sakina sehmi howi Zainab ki goud main baithi [...]
Shaam | No Comments »
Monday, January 21st, 2008
Mangdi aay Sughra roz dua mera Akbar veer mila day.
Meray veer di howay khair sada (x2) aonu meri zindagi lah day.
1) Haar saa ondha aay Akbar di aas day ketay (x2)
Kewain aakh deway dadi Salma (x2) Akbar di tang muka day.
2) Raab janay veeran tay ki pardes wich guzari (x2)
Aay ho nahin sakda [...]
Syeda Sughra (s.a) | No Comments »
Sunday, January 20th, 2008
Hay sadaeya Karbala Zainab-e-Kubra madad.
Kehta hay dheen-e-Khuda (x2) Zainab-e-Kubra madad.
1) Haq pay ik yalghar thi kufar ki talwar thi
Dheen bachanay kay liya ik ridda dargar thi
Shah nay Zainab say kaha (x2) Zainab-e-Kubra madad.
2) Jab Ali Akbar chalay bolay Shah baita meray
Maa say pehlay izaan lo maa say Akbar kya kahay
Tab phopi [...]
Syeda Zainab (s.a) | No Comments »
Sunday, January 20th, 2008
Woh Zahra baap say milnay chali hay.
Ali kay ghaar saf-e-matam (x2) bichi hay.
1) Bohat roti ti jo baba ko apnay (x2)
Woh Khaton-e-Qayamat ja rahi hay.
2) Woh bait-ul-huzan mein karti hay girriya (x2)
Jo baiti Mustafa ki ladali hay.
3) Jalanay aa gaya jo baab-e-Zahra (x2)
Musalmano yeh kaisa ummati hay.
4) Howa hay neela kyon bibi [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Sunday, January 20th, 2008
Khoon-e-Shabbir humain abhi sada daita hay.
Matami haath uthanay ki (x2) dua daita hay.
1) Sachay ilfaz hain kya aur sadaqat kya hay
Ya batata hay humain hussan-e-shahadat kya hay
Ahbadh kehtay hain kisay aur ibadaat kya hay
Yeh to bay dheeno ko tawheed sikha daita hay.
2) Aao afkar-e-yazeedi ko mitanay kay liya
Parcham-e-Hazrat-e-Abbas uthanay kay liya
[...]
Imam Hussain (a.s), Muharram | No Comments »
Sunday, January 20th, 2008
Asghar teri gehwara ik maa ka sahara hay.
Bano ki nighaon main (x2) Asghar tera chehra hay.
1) Khaimay ki fizaon main lori ki sada phalay (x2)
Ik maa ki ya hasrat hay (x2) zakhmo ka madawa hay
Ik maa ka sahara hay.
2) Gehwaray ki jumbish nay matam kiya Asghar ka (x2)
Jab ujri howi maa nay (x2) [...]
Janab-e-Ali Asghar (a.s) | No Comments »
Sunday, January 20th, 2008
Aay Hussain aay Shah-e-Karbala.
Waqt-e-rukhsat kareeb aa gaiya (x2)
1) Main sawari sajaon teri (x2)
Hay behan teri zinda abhi
Meray bhaiya koyi ghum na kha.
2) Chakiyan pesanay walli maa (x2)
Dekh mojud hay wo yahan
Day rahi hay pata ik sada.
3) Teri rukhsat pay qurban main (x2)
Waar don kalb aur jaan main
Do ghari pas [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Tuesday, January 15th, 2008
Zindan say kya lout kay aao gi Sakina.
Baba ko yahan choor kay (x2) jao gi Sakina.
1) Jab haath bandhay Shah ki shahzadi chali ti
Maqtal say pur dard sada anay lagi ti
Rudad-e-jafa aa kay sunao gi Sakina (x2)
2) Aab kafila Kufay ki taraf jaeya ga baita
Ghum teri yateemi ka tujhay khaeya ga baita
[...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
Tuesday, January 15th, 2008
Aaye Shabbir bayabaan ko basaanay kay liye.
Dheen ki rah main bharay ghaar ko (x2) lutanay kay liye.
1) Apnay gulshan say chunnay phool bahatar Shah-e-dheen (x2)
Karbala dekh rahi gaud (x2) sajanay kay liye.
2) Laal Zahra ka challa bakshish-e-ummat kay liye (x2)
Kundh khanjar kay tallay saar (x2) woh kataanay kay liye.
3) Ali Asghar nay musalmaano [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Tuesday, January 15th, 2008
Sughra ki aarahi thi sada saath lay chalo, sab kay liye karun gi dua saath lay chalo.
Aadi nahi safar ki agaar Amma thak gayi (x2) Asghar liya karun gi utha saath lay chalo
Sab kay liye karun gi dua saath lay chalo.
1) Akbar ki deed main hai meri zindagi ka raaz (x2)
Akbar say yun karo [...]
Syeda Sughra (s.a) | 1 Comment »
Tuesday, January 15th, 2008
Yoon Karbala say Abid-e-beemar chalay hain.
Ik zulm ki zanjeer main (x2) behno kay gaalay hain.
1) Maqtal main chaar su ab ik hu ka hai aalam
Na Ghazi alamdar na Akbar hai na Qasim
Nok-e-Sina pay ab sabhi naazon kai palay hain (x2)
2) Fil Qurba ki ayat ki yeh tafseer hai logo
Nok-e-Sina pay chadar-e-Tatheer hai [...]
Shaam | No Comments »
Sunday, January 13th, 2008
Hogaiyan veerna Shaam tayariyan.
Sir mitiyan naal lukha kay, aakhan Abbas nun aakay, bhena eh saariyan.
1) Teray bajoun sarday parday
Khayam ich ban kay pagh babay di Abid nun
Teray bajoun sarday parday
Assan qaidiyan nay maar maar kay
Athru sadkay kaar kaar kay
Nazra utaariyan.
2) Fhair Ghazi saab ton pehlan
Enna Shaam day lokan tun [...]
Shaam, Shaam-e-Garibaan | No Comments »
Sunday, January 13th, 2008
Tareekh day vich mashoor hin duniya tay tray darbar eh.
Eh oh darbar nay haye logo (x2) jairay gaye sadat un maar eh.
1) Aik ghasibane kufiyan da, teeja darbaar sharabiyan da (x2)
Ena darbaran wich paish taye (x2) tatheer day parday dar eh.
2) Maa darbaar gayi darbar sahabiyan day, dhee gayi darbar sharabiyan day (x2)
Maa jaldi [...]
Shaam | No Comments »
Friday, January 11th, 2008
Thi yeh Zainab ki sada zakhmi pehlo hay tera aay meri maa Zahra.
Ghum say labrez howa kaisa andhera howa – aay meri maa Zahra
1) Maa tu darbar gayi pesh-e-sarkar gayi
Tu nay Quran parha to nay kutba bhi deya
Teray Hussnain gawah – aay meri maa Zahra.
2) Zulm ummat nay kiya jalta dart ugh pay [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Friday, January 11th, 2008
Kandhon pay sharifon nay haye Shah-e-Khurasan ka taboot uthaya hay
Dhokay say musalman nay Kazim kay dularay ko haye zehar pelaya hay.
1) Is zehar-e-saqifa ka youn hotay asar dekha
Kazim ka kabhi tukray Shabbar ka jigar dekh
Mazloom Raza par bhi mamoon nay Mashad main yeh zulam kamaya hay.
2) Bhai ki muhabbat main nikli thi Madina [...]
Imam Ali Raza (a.s) | No Comments »
Friday, January 11th, 2008
Ghazi ki behan Zainab Islam bachanay aaye hay.
Sohye howay gairat ummat ki khutbon say jaganay aaye hay.
1) Allah ka ghar Shabbir ka ghar ya Deen-e-Khuda ya apni rida
Kuch hay jo bachanay aaye hay kuch hay jo lutanay aaye hay.
2) Shabbir nay jaltay sehra main shah rag kay kahoo say jo likhi
Us Soorah-e-Kausar ki [...]
Syeda Zainab (s.a) | No Comments »
Friday, January 11th, 2008
Meinu aaj chor gaya chotiyan wala Asghar.
Chaa kay jhooli wich na mein veer khidaya Asghar.
1) Main tay safran wich teray naaz uthandi veera
Medha fehrist day wich naam nahi aya Asghar.
2) Chaali darwazeyan tay wekh kay jandhray rowan
Banjh bhirawan say meida sunja aay wehra Asghar.
3) Har ghari teri yaad behan nu tarpandi aay
Looriyan [...]
Janab-e-Ali Asghar (a.s) | No Comments »
Monday, January 7th, 2008
Eh duawan teray rozay tay nay humsheer diyan.
Khairan howan meray nana (x2) teri tasweer diyan.
1) Shala howay na gala meray Ali Asghar da (x2)
Wekhiyan khawaab ich nokan (x2) main tenu cheer diyan.
2) Jakay mera Ali Akbar nun eh peghaam dewain (x2)
Akhri sawan neh veeran (x2) behn dilgeer diyan.
3) Howay sardar Madina koyi dardi [...]
Syeda Sughra (s.a) | No Comments »
Monday, January 7th, 2008
Kiway bazaar nu jawan meray bhira Ghazi.
Bazaar honda ay ki bhen nu dasa Ghazi.
1) Main pehli baar pahraran de pand karnay ne
Tu akay bhen nu nad-e-Ali suna Ghazi.
2) Hathaan chay paa kay rasan wekh haan taiyaar khaari
Tu akay nahair toun kar menu ajh weeda Ghazi.
3) Meri haya da takaza ay wich hijaab rawan
[...]
Shaam | No Comments »
Monday, January 7th, 2008
Waada Hussain naal nibhaya Rubab nai.
Kaar kay wafa azeem dekhaya Rubab nai.
1) Marium da laal jholay day wich aakay boleya
Asghar khulay maidaan andar jakay boleya
Rab janay kehra sabaq parhaya Rubab nai.
2) Aeda puttar jay ja kay na maqtal chay bolda
Quran koyi pardha na masjid nu kholda
Islam nun mittan toun bachaya Rubab [...]
Misc | No Comments »
Monday, January 7th, 2008
Yeh mojiza bhi dekhao toh aao maktal main.
Katay galay se bulao toh aao maktal main.
1) Hussain saar seh ridah chin gayi hai Zainab ki (x2)
Jo mera parda banao toh aao maktal mai.
2) Tumhay khabar hai kay paidal chali nahi Zainab (x2)
Mujhe jo chalna sikhao to aao maktal main.
3) Yateem rotay hain dariya [...]
Syeda Zainab (s.a) | No Comments »
Monday, January 7th, 2008
Shaam hy Shaam, Shaam hy Shaam.
Keh keh kai subho shaam (x2) rota raha Imam.
1) Bazaar main khulay saar woh qaidiyon ka jaana
Naizay say apnay saar ko Ghazi ka woh girana
Keh keh kai subho shaam (x2) rota raha Imam.
2) Girna woh Sakina ka naizay ka woh gir jaana
Zainab ka khud ko naaqay say khaak [...]
Shaam | No Comments »
Monday, January 7th, 2008
Lasha-e-Shabbir say Zainab juda honay ko hai.
Kya qayamat ho chukki hai (x2) aur kya honay ko hai.
1) Bhayi ko dekha tah pehlay ashqiya kai ghair main
Phir nazar aaya tah laasha patharon kay dhair main
Dard Zahra jayee ka ab (x2) aur siva honay ko hai.
2) Jal raha hai phir say suraj tap rahi hai [...]
Ashura | No Comments »