Huway Pardes Mai Shabbir Duniya Seh Juda Kaisay
Thursday, November 29th, 2007Huway pardes mai Shabbir duniya seh juda kaisay.
Ye ummat ne diya (x2) hy risalat ka silla kaisay.
1) Khudayi he janta hai jis ghari Akbar kay marnay ka (x2)
Diya pegham qasid ne (x2) toh Sughra neh suna kaisay.
2) Azan-e-subh-e-Ashura meray Akbar ne day di hai (x2)
Sunay gi hy Zainab tu (x2) dobarra ye sada [...]