Archive for September, 2007

Shaam Waindi Paiyan Bayrida Veer Ve

Saturday, September 15th, 2007

Shaam waindi paiyan bayrida veer ve.
Koyi Zainab da nehi asra veer ve.
 
1)  Teri gardan te khanjar chalye gaye
     Tere lashay te ghoray bhajaye gaye
     Main karaindi rahi wa waila veer ve.
 
2)  Tere bajon veeran ki sitam hogaya
     Tere seenay da taveez gum hogaya
     Ja Sakina nun labke le aa veer ve.
 
3)  Paikay vairay andar main kadday [...]

Hy Masjid Main Qatal Ghazi Ka Baba Hogaya

Monday, September 10th, 2007

Hy masjid main qatal Ghazi ka baba hogaya.
 
Fatima ki betiyon pay (x2) zulm kaisa hogaya.
 
1)  Josh main aakar farishto say laga kehnay khuda
     Saar khula hai Fatima ka ro rahay hai Mustafa
     Hashar say pehlay yeh kaisa hashar barpa hogaya.
 
2)  Aagayee pardes main saadaat pay barbaadiyaan
     Lut gayee hai koofa main konain ki shahzaadiyaan
     Kat [...]

Haider Ka Musalmaan Nay Jo Khoon Bhaya Hai

Monday, September 10th, 2007

Haider ka musalmaan nay jo khoon bhaya hai.
Saar par say yeh zainab kay (x2) hy saaya uthaaya hai.
 
1)  Zarbat ki khabar aaye jis dum dar-e-Haider par (x2)
     Zainab nay rida thaamee, baazoo ko chupaaya hai.
 
2)  Karna hai hawaalay jo Shabbir ko Ghazi kay (x2)
     Abbas ko Haider nay nazdeek bulaaya hai.
 
3)  Shabbir teray laashay ko [...]

Manzilaan Rondiyaan Nay Qaafila Ronda Aye

Monday, September 10th, 2007

Manzilaan rondiyaan nay, qaafila ronda aye.
Bayriyaan rondiyaan nay (x2) salaar paya ronda aye.
 
1)  Jado bazaaraan day wich turiyaan hai Zahra jaeeyaan
     Chaadraan sir tay naee haathaan chay rasiyaan paeeyaan
     Waikh kay haal aseeri da (x2) bazaar paya ronda aye.
 
2)  Meray naanay dee risaalat da tay kuch ujar dayoo
     Shaamiyoon al-e-Mohammed dee kuch sharam karo
     Umbiyaa [...]

Zanjeer Bundhay Haatho Say Ek Laasha Utha Hai

Monday, September 10th, 2007

Zanjeer bundhay haatho say, ek laasha utha hai
Kaano say rawa khoon hai (x2) kurta bhi jala hai
 
1)  Aye Shimr zara soch kia zulam hai kia par
     Rukhsaar naheen wark tha quraan ka jis par
     Haatho say tunay zulm ka unwaaan likha hai.
 
2)  Duniya ya kisi dheen ka kaanoon dekhaao
     Baybaap ko rona hai koi jurm [...]

Jis Kai Din Raat Katay

Sunday, September 2nd, 2007

Jis kai din raat katay qaid kai andherai main pursa dainai ussai Zahra bhi to aayi ho gi.
Shahr-e-lahol main Ruqaya bhi bain karti hogi, aur Zainab bhi bulayee hogi.
1)  Jis nai zanjeer utaaray teray rasm-e-Sajaad nibhanay waalay (x2)
     Koyi apna to teray paas na tha, aur mayyat teri mazdooron nay uthayee hogi.
2)  Shaam sai aayi [...]