Zahra Tujhei Darbar Mein Haq Kyun Na Mila Hai
Saturday, June 30th, 2007Zahra tujhei darbar mein haq kyun na mila hai.
Shayed ke yehi ajr-e-risalat ka sila hai.
1) Mehroom rahi haq se to ummat ki satai
Juthlayi shareefon ne teri pak gawai
Is ghum ne tere dil ka sakoon cheen liya hai.
2) Ehsan faramoshon ne hai tujhko rulaya
Aur baad nabi kyun saqeefay mein bulaya
Choda soh baras [...]