Meray Baba Ka Mujhay Saar La Do Jee Bhaar Kai Rona Chahti Hun.
Tuesday, May 29th, 2007Meray baba ka mujhay sar la do, jee bhar kai rona chahti hun.
Sajaad main baba kay saar pai (x2) saar rakh kai sonay chahti hun.
1) Mujhay gaud main loree di bhaiya, haar aik puphi nai aur madar nai
Mujhay Shaam-e-Ghariban tasalli di aakar di dada Haider nai
Sonay kai liyai main baba ka (x2) seenay ka [...]