Archive for February, 2007

Sajaad Utho Pyaasi Sakina Ko Sambhalo

Wednesday, February 21st, 2007

Sajaad utho pyaasi Sakina ko sambhalo.
Yeh Sham-e-Ghariban hai gharibon ko bachalo.
1)  Jal jayai na khaimo main kahin aal-e-payambar (x2)
     In aag kai sholon sai hamain aakai nikalo (x2)
2)  Kulsoom ko Farwa ko bachati hun sitam sai (x2)
     Tum khak pai behtai howai bachon ko sambhalo (x2)
3)  Hasrat sai wo Zainab ki taraf dekh raha hai (x2) 
     Aghosh [...]

Ghar Dheen Pe Shabbir Nu Karbal Mein Lutane Aye

Tuesday, February 20th, 2007

Pardes chala hain nana ka dheen bachanay.
Ghar dheen pe Shabbir nu Karbal mein lutane aye.
Bint-e-Zahra teri ghurbat ke (x2) zamanay aye.
1)  Woh joh kehte te Muhammad se Quran hai kafi (x2)
     Rung Karbal main saqifa ka (x2) dekhanay aye.
2)  Boli Zainab kesay muslim hain yeh dekho baba (x2)
     Khoon-e-alaad-e-Payambar ka (x2) bahanay aye.
3)  Pani [...]

Jadon Aik Soh Veen Mastoran Ho Qaidi Shaam Nun Chaliyan

Tuesday, February 20th, 2007

Jadon aik soh veen mastoran ho qaidi Shaam nun chaliyan.
Sajaad beemar muhari jadon tok te kariyan pariyan.
1)  Eh paak Ali ro ro jadon vich bazar de aayi hai
     Tatheer di waris hai bibi jidi ayat Quran ich aayi hai
     Nanay da deen bachawan layi bin chadar sang bharjaiyan.
2)  Jay edhi azmat samjhi na is Shaam te [...]

Sughra Nun Udeekan Ne Chan Veer Teriyan

Tuesday, February 20th, 2007

Sughra nun udeekan ne chan veer teriyan.
Aaja ve veer Asghar eho tatni ne meriyan.
 
1)  Tere intezar Asghar mennu maar mukaya
     Darda di mari Sughra haye Asghar nun na khadaya
     Khali jhoola veer tera kinno devan main loriyan.
 
2)  Asghar di yaad sughra nun vich kabar vi nehi bhulni
     Asghar tere milan koi tadbeer vi nehi chalni
     [...]

Asghar Tarai Jhulai Ko Ab Kon Jhulai Ga

Monday, February 19th, 2007

Asghar tarai jhulai ko ab kon jhulai ga.
Main Shaam chali baita ab kon yahan hoga.
1)  Bano ko yeh armaan tha abaad maqaan hoga
     Aik roz woh phir hoga Asghar bhi jawan hoga.
2)  Lash aayi thi Asghar ki ma kehti ro ro kaar
     Baita tujhai mot aayi ab kon jawan hoga.
3)  Aghosh main sotai thai kyun [...]

Arahi Hai Yeh Sada Zainab-e-Dilgeer Ki

Monday, February 19th, 2007

Arahi hai yeh sada Zainab-e-dilgeer ki.
Lash bai gohro kafan hai dasht main Shabbir ki.
1)  Ab nahi Abbas Ghazi Qasim-o-Akbar kahan
     Hai ab koi uthahai laash bai tasveer ki.
2)  Kaar diya Quran zakhmi Hurmala kai teer nai
     Jantai na thai musalman azmatai baisheer ki.
3)  Aagayi ummat Nabhi ki aag lai kaar haath main
     Laj rakh lai [...]

Surat-e-Shair-e-Khuda Jaho Hasham Kis Ka Hai

Monday, February 19th, 2007

Surat-e-shair-e-Khuda jaho hasham kis ka hai.
Labai dariya zara dekho yeh alam kis ka hai.
1)  Al-qama mit nahi sakta tairai seenai sai kabhi
     Tujko maloom nahi nakshai qadam kis ka hai.
2)  Likh raha hai jo qalam hokai wafaon ki kitab
     Karbala dekh to yeh hath qalam kis kai hai.
3)  Jab khulai bab-e-hawaij kai muanee muj per
     [...]

Loriyon Sai Sonai Walai So Rahai Ho Tum Kahan

Monday, February 19th, 2007

Loriyon sai sonai walai so rahai ho tum kahan.
 
Do sada maqtal sai Asghar dhundti phirti hai maa.
1)  Hathon pai mehndi lagati sar pai sehra bandh ti
     Reh gayai armaan adhurai tum na ho payai jawan.
2)  Ro pari Sham-e-Ghariban dekh ker sooai khaiyam
     Uth raha hai ma kai dil sai ja kai khaimon sai dhuan.
3)  Siskian [...]

Zainab Kai Sath Fiza Hai Shaam Ja Rahi Hai

Monday, February 19th, 2007

Zainab kai sath Fiza hai Shaam ja rahi hai.
Haar gaam per zaheefa sadmain utha rahi hai.
1)  Ho Shaam ho ya Kufa Ghazi kay baad Fiza
     Zahra key baityon ka parda bana rahi hai.
2)  Is din kai wastai hi maangi thi zindaigaani
     Yun keh kay tazianay mazloom kha rahi hai.
3)  Chora na zulm seh kar Zainab [...]

Bhoola Hai Na Bhoolai Ga Ta Hashar Zamana

Monday, February 19th, 2007

Bhoola hai na bhoolai ga ta hashar zamana.
Darbar Yazeedi main tera khutba sunana.
1)  Terai perdai pai qurban terai bahi kai sadqai
     Aata hai jissai deen pai ghaar baar lutana.
2)  Shabbir nai yeh dars zamanai ko diya hai
     Aagai kissi zalim kai kabhi sar na jhukana.
3)  Hurmal yeh tera jurm kabhi chup nahi sakta
     Pani kai [...]

Tazianai Shimar Kai Aur Natawan Sajaad Hai

Monday, February 19th, 2007

Tazianai Shimar kai aur natawan Sajaad hai.
Phir bhi lai ker chal raha hai saab karawan Sajaad hai.
1)  Dheen-e-Kahir Ilm-e-Haider hasmatain aal-e-Rasool
     Aur Quran-e-Khuda ka pasaban Sajaad hai.
2)  Is kadar rona lahu ka karta hai zahir yehi
     Aal-e-Ahmed kai masaib ka Quran Sajaad hai.
3)  Jis tarha hai is zameen per asman saya figan
     Us tarha hi [...]

Zainab Ko Maa Ka Farmaan Pardes Main Rulayai

Monday, February 19th, 2007

Zainab ko maa ka farmaan pardes main rulayai.
Pyaasai ko kaisai paani, pyaasi behan pilaayai.
1)  Baba to Karbala main, us kai shaheed ho gayai
     Bazu kata kai cha cha dariya pai woh bhi so gayai
     Ab kon jo Sakina ko Shimar sai bachayai.
2)  Ya Rab kissi ki beti, na aaisai ho satayee
     Na samnay behan kai, [...]

Mar Jaaye Na Sakina Zindan Mein Tanha Hai

Monday, February 19th, 2007

Mar jaaye na Sakina zindan mein tanha hai.
Ghairay howay bachi ko gurbat ka andhera hai.
1)  Yeh kaisi yateemi hai jo hai woh rulata hai
     Na koi tasaali hai na koi dilasa hai.
2)  Ek konay mein behtee hai sehmi howi shehzadi
     Aahat bhi jo hoti hai dil kampnay lagta hai.
3)  Lab khushk hain bachi kay aur [...]

Abid Di Jawani Noo Kha Shaam Bazar Gaye

Monday, February 19th, 2007

Abid di jawani noo kha Shaam bazar gaye.
Sir nangay phupiyan de ennu jiyondiyan maar gaye.
 
1)  Bazar te guzar gaya nehi poor ajhay rukya, mahol sharabi nun
     Sajaad jadon takya, darbar Yazid aya onnu bhul bazar gaye.
 
2)  Dukh chaddar Zainab da ban surat lachari,ghairat da takaza hai roya
     Zindagi sari, mashoor oh dunia te Abid beemar [...]

Pari Hai Muntazir Lashay Woh Lashon Per Nehi Aaye

Monday, February 19th, 2007

Pari hai muntazir lashay woh lashon per nehi aaye.
Jo waris thay woh qaidi hain kafan leke nehi aaye.
 
1)  Tamasha har nagar mein dekhne aal-e-Mohammad ka
     Musalman to bohut aaye kahin kafir nehi aaye.
 
2)  Sitam ki akhri tasweer poori kis taray hogi
     Ager Sajaad ki zanjeer mein Baqir nehi aaye.
 
3)  Azaan-e-subhay ashoora suni thi jis jagah usne
    [...]

Chuk Lash Sakina Di Ronda Hai Bazaran Vich Sajaad Muhari

Monday, February 19th, 2007

Chuk lash Sakina di ronda hai bazaran vich Sajaad muhari.
Koi kabar di jha devo perdesi musafir haan kal raat di mar gayi hai meri behan bechari.
1)  Reya baba qatal honda dhi wastay pondi rahi,gal gal de utay
     Babay nun bachaondi rahi, injh aakay musalmana ennu piyo de
     Dittay pursay kanna chon lahu isday markay vi [...]

Zainab De Na Vay Lag Gayi Fizza Di Umar Sari

Monday, February 19th, 2007

Zainab de na vay lag gayi Fizza di umar sari.
Kujh safran vich lagain kuch qaidan vich guzari.
1)  Lakh wari salaman ne Fizza teri azmat te hun teek vi gurbat hai
     Bibi teri turbat te, markay vi bhulai na syedan di wafadari.
2)  Fizza eh wafa teri laik hai salaman di tun jag te sadaya hai maa
     Geyaran [...]

Shabbir Terai Gham Main Haar Aankh Bawazu Hai

Saturday, February 17th, 2007

Shabbir terai gham main haar aankh bawazu hai.
Haar dil main sog tera kai Khuda-e-Dard tu hai.
1)  Akbar ki lash dekho ban main tarap rahi hai
     Kai Rasool-e-akharai ka yeh shabab hu bahu hai.
2)  Aain Kalim dekhain yeh kis nabi ka sar hai
     Naizai pai jo Khuda sai masruf-e-guftagu hai.
3)  Makhduma do jahan ko jhutladiya jis [...]

Allahu Akber Ayee Akbar Ki Sada

Saturday, February 17th, 2007

Allahu Akbar ayee Akbar ki sada.
Ro pari Syedaniya sajdai main gir kaar.
1)  Hy bazu kat gayai himat na hara
     Zainab-o-Kulsoom ka wahid sahara
     Lot ker aaya nahi dera pai ja kaar.
2)  Aai Ali kai ladlai khaimain main aao
     Main jiyun ya keh marun itna batao
     Cheen li zalim nai merai sar sai chadar.
3)  Rasm-e-Ibrahim kuch aisee [...]

Maqtal Ki Taraf Lasha-e-Shabbir Koi Dekha

Saturday, February 17th, 2007

Maqtal ki taraf lasha-e-Shabbir koi dekha.
Luttai howai jab chadarai Tatheer ko dekha.
1)  Zainab ko na khuch apni aseeri ka raha gham
     Jab Abid-e-Beemar ki zanjeer ko dekha.
2)  Rasi main gala mun pai tamachon kai nishan thai
     Sajaad nai jab lasha-e-hamsheer ko dekha.
3)  Hurmal nai kai baar kaman kainch kai roki
     Dekha kabhi bachai ko kabhi [...]

Aabro-e-La Ilaha Sajda-e-Shabbir Hey

Saturday, February 17th, 2007

Aabro-e-la ilaha sajda-e-Shabbir hey.
Tairai dam sai ya Hussaina narai takbeer hai.
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
1)  Likh diya khoon sai Hussaina perchamai Islam paar
     Sar katana rah-e-haq main dheen ki tauqeer hai.
2)  Lashai Akbar utha kaar bolai Shah-e-Karbala
     Khak-o-Khoon main sarvarai konain ki tasveer hai.
3)  Dekhiyai ayoob aa kaar aabar ki manzil [...]

Dil Band-e-Fatima Pai Zaalim Reham Na Aya

Saturday, February 17th, 2007

Dil band-e-Fatima pai zaalim reham na aya.
 
Tashna laabi main tu nai mehman ka khun bahaya.
1)  Bai ghoro bai kafan tha lasha shahai zaman ka
     Saar nok-e-naiza paar hai darbar Shaam aaya.
2)  Abbas tum kahan ho lo khaimai jal rahain hain
     Bai perda bibiyon pai hai aasman ka saya.
3)  Asgha to bai kafan the laikain the [...]

Jab Gayi Aal-e-Payamber Karbala Sai Shaam Tak

Saturday, February 17th, 2007

Jab gayi Aal-e-Payamber Karbala sai Shaam tak.
Sath tha zalim ka lashkar Karbala sai Shaam tak.
1)  Aik rasan main bazu-e-Zainab Sakina ka gala
     Larkharai her qadam per Karbala sai Shaam tak.
2)  Ummat-e-aasi sai roker Shah kai ahlai haram
     Mangtai ja tai thai chadar Karbala sai Shaam tak.
 
3)  Bai rida ahlai haram ko her qadam aati rahi
     [...]

Jhoola Veeran Hai Aur Goud Bhi Khali Asghar

Saturday, February 17th, 2007

Jhoola veeran hai aur goud bhi khali Asghar.
Ma ko batla dai kahan basti basa li Asghar.
1)  Sar pai chadar jo na thi ronai kafan ki soorat
     Khak maqtal ki teri lash pai dali Asghar.
2)  Mar kaar teer tabassum ka sitam jo roko
     Abru dheen-e-Muhammad ki bacha li Asghar.
3)  Bhool jayai tera gham bali Sakina kaisai
     [...]

Apne Bhete Ki Safay Matam Bicha Lo Fatima

Saturday, February 17th, 2007

Apne bhete ki safay matam bicha lo Fatima.
 
Aa geya maah-e-aza aanso baha lo Fatima.
1)  Aag se Sajaad ko aakar nikalo Fatima
     Are aakar nikalo Fatima
     Jal na jaaye aag se muztar bacha lo Fatima.
2)  Cheen kar chadar saro se legeye aada-e-deen 
     Hai le geye aada-e-deen
     Nange saar Zainab hai chadar tou udha lo Fatima.
3)  Zakmh inte hai [...]

Hai Zindaan Main Ro Ro Kai Sakina Nai Kaha

Saturday, February 17th, 2007

Hai zindaan main ro ro kai Sakina nai kaha.
Kardiyai muj sai merai bahi merai baba juda.
1)  Yaad aati hai to dil rota hai khoon kai ansoo
     Wird pani kai merai bahi ko hai teer mila.
2)  Nok-e-neza pai hai bahi behan hai sar nangai
     Nana ummat nai teri kaisa hamai ajar diya.
3)  Main kafas main hun [...]

Hy Waqt-e-Azaan Aa Ali Akbar Azaan Dai

Saturday, February 17th, 2007

Hy waqt-e-azaan aa Ali Akbar azaan ai.
Bolai pisar sai Sibt-e-Payamber azaan dai.
1)  Yeh aakhari azaan hai sajda bhi akhari
     Arshai barin pai tum sai hai Haider azaan dai.
2)  Thandaq milai Rasool kai rozai pai merai laal
     Ik aag si hai seenai kai andar azaan dai.
3)  Nam-e-Khuda Rasool ka baaqi rahai ga dheen
     Is dheen ki [...]

Haar Dum Hussain Tera Gham Hussain

Saturday, February 17th, 2007

Haar dum Hussain tera gham Hussain.
Hai yehi dua haar moman ki rahai ankh humari naam Hussain.
1)  Tasveer Payambar kai gham main yeh sara aalam rota hai
     Ghar ghar main majlis jaari hai
     Ghar ghar main matam hota hai
     Zanjeer sai matam Akbar ka ta hashar karain gain ham Hussain.
2)  Khoon Haider ka Asghar main is [...]

Jaltay Howai Khaimain Hain Na Bahi Na Rida Hai

Saturday, February 17th, 2007

Jaltay howai khaimain hain na bahi na rida hai.
Ummat sai mila kaisa yeh Zainab ko sila hai.
1)  Aalai aba kai sar hain charhai nok-e-sina paar
     Lashai parhai hain her su jo sab raig-e-tapan paar
     Pehnati unhai ban main kafan khak-e-shafa hai.
2)  Abid ko larahi hai woh kandhon pai utha kaar
     Aur Shimaar ko kehti hai [...]

Tanha Ab Tak Ashk Bahai Akbar Ki Beemar Behan

Saturday, February 17th, 2007

Tanha ab tak ashk bahai Akbar ki beemar behan.
Deevaron sai saar takrai Akbar ki beemar behan.
1)  Khun ravan hai ankhon sai aur lab pai noha bahi ka
     Kabsai gham kai deep jalayai Akbar ki beemar behan.
2)  Darwazai per aas lagayai rasta takti rehti hai
     Ashkon sai khat likhti jayai Akbar ki beemar behan.
3)  Aja Akbar [...]

Nana Teri Zainab Nai Woh Dard Uthain Hain

Saturday, February 17th, 2007

Nana teri Zainab nai woh dard uthain hain.
Zalim ka zulam dekha aanso nikal aayai.
1)  Mai Shaam ki galiyon sai saar nangai guzar aayi
     Nana teri ummat nai din yai bhi dikhayai hain.
2)  Pathar jo barastai thai Zahra kai gharanai per
     Is haal pai suraj nai khud ashk bahayai hain.
3)  Yai khoon bhara kurta hai terai [...]

Na Pathar Maro Main Zainab Hun

Saturday, February 17th, 2007

Na pathar maro main Zainab hun.
Main bai watan main bai rida bahi maira mara gaiya
Baba Ali maa Syeda kaartai ho kyun muj paar jafa.
1)  Mehmaan bula ker loot liya qaata hai mairai bahi ka gala
     Bai ghor-o-qafan hai fauj-e-Khuda ai ahlai sitam ai ahlai jafa
     Main Zainab-e-khasta jigar, jalti zameen pai hai safar
     Bahi ki [...]

Zindan Ka Andhera Mujhai Sonai Nahi Daita

Saturday, February 17th, 2007

Zindan ka andhera mujhai sonai nahi daita.
Roti hun to zaalim mujhai ronai nahi daita.
1)  Baba mairai kaano sai lahu ab bhi hai jaari
     Marai hain tamachai bhi Sakina ko tumhari 
     Pehlu Main puphi kai rehnai nahi daita.
2)  Awal to mujhai neend hi aati nahi baba
     Soti hun to duron sai jaga daitai hain adaa
     Yeh Shimaar [...]

Al Madad Al Madad Ya Ali Bai Rida Ho Kai Zainab Chali

Saturday, February 17th, 2007

Al madad al madad ya Ali bai rida ho kai Zainab chali.
1)  Boli Zainab tarap kaar yeh hai ghaar humarai laeen nai jalai
     Bai khata tazianai lagai zulm adaa nai isterha dhai
     Kaar kai mushkil khusha sun hamari dua aai ghareebon ko aakai saharai
     Gham kai maaron ko aaker bachalai.
2)  Keh rahi museebat ki maari [...]

Rokar Sakina Shaam Ke Zindaan Mein Maargee

Saturday, February 17th, 2007

Rokar Sakina Shaam ke zindaan mein maargee.
Bano ke dilpe goya qiyamaat guzar gayee.
1)  Aal-e-Nabhi pe tooti qayamat thi Shaam mein 
     Abbas ki chahiti Sakina guzargayee.
2)  Shimaar-e-layee ne cheene theh gohar kuch is tarah
     Nahnni khamees khoo mein Sakina ki bhar gayee.
3)  Zainab tadap ke reh gayee jo poocha Sakina ne
     Sar se phupi tumhare rida [...]

Jab Sai Chadar Luthey Hai Zainab Ke

Saturday, February 17th, 2007

Jab sai chadar luthey hai Zainab ke
Tab sai har Shaam udaas hai.
Har alam per hai aik haat khula, us rida ke talaash hai.
1)  Laaj rakhna bala ka tufa hai 
     Ya elahi rida no loot koi 
     Arahain hain wo qaymo ke janib 
     Tu he Zainab ka paas hai.
2)  Taihay khangar hai tu magar phir be 
     Jaanay [...]

Maa Nai Asghar Ko Jo Jhulai Main Na Paya Ho Ga

Saturday, February 17th, 2007

Maa nai Asgher ko jo jhulai main na paya ho ga.
Raat bhaar chain ussai (x2) kis tarha aya hoga.
1)  Ma yehi soch kai roti thi lahu kai anso
     Sheh nai kis terha kiya hoga zara khoon sai wuzu
     Teer Jab Asghar-e- (x2) baysheer na khaya hoga.
2)  Khuja jalee lakriyan jhulai ki uthalai thi
     Bano [...]

Lut Ke Zainab Aayi Hai

Saturday, February 17th, 2007

Lut ke Zainab aayi hai.
Deke maknaa-o-chadar, dheen bachaake laayi hai.
1)  Hai saro pe jo parda, us ridaa ka sadqa hai
     Hai jo hurmat-e-kaba, us ridaa ka sadqa hai
     Hai ye Zainab-e-Kubra, teri kibriyaayi hai.
2)  Hai jo la ilaah baaqi, us ridaa ka sadqa hai
     Hai jo Karbala baqi, us rida ka sadqa hai
     Sar se [...]

Zainab Medinai Aayi Ghar Baar Nu Luta Kai

Saturday, February 17th, 2007

Zainab Medinai aayi ghar baar nu luta kai.
 
Nana main aagayi aan’ Islam nu bacha kai.
1)  Betai bachai na bhai hai qaid bhi nibhaee
     Rovan gi nana teri jaali hala hala kai.
2)  Kis soch wich ai sarvar Umm-e-Rubab dekho
     Shabbir aagaiya hai baisheer nu sula kai.
3)  Asghar pyasa moya hai Karbala dai dam wich
     Dafna auhnu [...]

Maa Dua Karti Thi Akbar Tera Sehra Dekhun

Saturday, February 17th, 2007

Maa dua karti thi Akber tera sehra dekhun.
Chaand chup jayai tera chaand sa chehra dekhun.
1)  Boli ro kaar Ali Akbar ki puphi aai maalik
     Kis terha barchi main Akbar ka kaleja dekhun.
2)  Lasha-e-Akbar pai khat-e-Sughra sunatai hain Hussain
     Bhai ab aur kahan tak tera dastaar dekhun.
3)  Aao Zainab yeh jawan laash uthayain mil kaar
     Jab [...]

Sughra Nai Khat Likha Hai Kab Aao Gai Akbar

Saturday, February 17th, 2007

Sughra nai khat likha hai kab aao gai Akbar.
Jaan aagyai labon paar kab aao gai Akbar.
1)  Ab to diya jalanai ki takat nahi rahi
     Yun samjho ab to jeenai ki hasrat nahi rahi
     Pardes say palat kaar kab aao gai Akbar.
2)  Kabr-e-Nabhi pai ja kaar manat hai mai nai mani
     Kumbay pai merai ya rab [...]

Hy Zainab Rorahee Hai, Karbala Khamosh Hai

Saturday, February 17th, 2007

Hy Zainab rorahee hai, Karbala khamosh hai.
Jal gaye hai, sarain khaimai Al-Qamaa khamosh hai.
1)  Chin gayi sar se hai chadar kya karai bint-e-Ali
     Us taraf darya kinare bawafa khamosh hai.
2)  Agayi shame ghariban ho gayi qaidi haram
     Aab lai paon ke royai raasta khamosh hai.
3)  Ab kahan Zainab ko chain aayega Akbar ke bagair
     Kha [...]

Hy Masoom Sakina Tanha Zindaan Main Dam Tor Gayee

Saturday, February 17th, 2007

Hy masoom Sakina tanha zindaan main dam tor gayee.
Bhai puphi aur ghum zada maa ko dekho rota chor gayee.
1)  Chaar taraf hain zulm kai baani qaid main hai ganghor andhera
     Us pai sitam aik aur howa hai pyaas kaleja tor gayee.
2)  Dil main rehahi ka armaan tha mer kai bhi jo pura na howa
     Jism [...]

Ya Rab Na Sahar Ho

Saturday, February 17th, 2007

Ya Rab na sahar ho.
1)  Piyason kai liyai maut ka paighaam sahar hai
     Chal jayai ga Shabbir ki gardan pai bhi khanjer.
2)  Is raat chamaktai hain falak per jo sitarai
     Lut jayai ga aik roz main Zahra ka bhara ghar.
3)  Abbas kai shaanai bhi kalam hon gai labai naher
     Chin jaayi gi kal Zainab-o-Kulsoom ki [...]

Kehti Hai Sahar Gham Ki Akbar Tu Kahan Hai

Saturday, February 17th, 2007

Kehti hai sahar gham ki Akbar tu kahan hai.
 
Sajdai bhi hain afsurda baitaab adhan hai.
1)  Shaadi ka teri waqat hai ya waqat-e-shahadat
     Sehra hai duaon ka aur maa ki zabaan hai.
2)  Lariyan terai sehrai ki choomai terai seenai ko
     Afsos magar terai seenai main sina hai.
3)  Aur is kai siwa kya hai Islam ka daman [...]

Jao Khalil Dekho Aagaaz Hai Fughaan Ka

Saturday, February 17th, 2007

Jao khalil dekho aagaaz hai fughaan ka.
Kaandhe zaheef kai per lasha hai nojawaan ka
1)  Thaamo khalil dil ko shayad na dekh paao
     Humshakle Mustafa ke sine me phal sina ka.
2)  Pardon mei jis ko paala athara saal Zainab
     Woh lakht hai kaleja maqtal mei us jawaan ka.
3)  Na seenai ke jigar sai sheh khainch tai [...]

Jab Yaad Sakina Ko Teri Aati Hai Baba

Saturday, February 17th, 2007

Jab yaad Sakina ko teri aati hai baba.
Sar zinda ki deewaroon se (x2) takrati hai baba.
1)  Darbar-e-Yazeedi me bhala kaise mein jayoon (x2)
     Hai chaak garaybaan (x2) haya aati hai baba.
2)  Kanoon say tapakta hai laho shanoon pay mayray (x2)
     Zalim ki aziyat mujhe (x2) tadpati hai baba.
3)  Marjaongi pyasi na kabhi mangoongi paani (x2)
     [...]

Beh Raha Hai Khoon Ka Dariya Lasha-e-Shabbir Sai

Saturday, February 17th, 2007

Beh raha hai khoon ka dariya lasha-e-Shabbir sai.
Pani pani ki sada aati zakhamai teer sai.
1)  Lasha-e-Akber para hai khoon main dhooba huwa
     Kehdo wapas lot jayain qasid-e-hamsheer sai.
2)  Karbala kai dasht main tha jurm paani mangna
     Ho gayai khamosh Asghar Hurmala kai teer sai.
3)  Jis kai bosai lai kai milta tha Muhammad ko sakoon
     Woh [...]

Soona Hai Medina

Saturday, February 17th, 2007

Soona hai Madina
Ashoor ko aya ye khathe Fatima Sughra
Soona hai Medina
Kab lautke ghar aoge ya shahe Medina
1)  Mai darpe khadi rehthi heon ek aas lagaye, bhaiya nahi aye 
     Shikwa nahi Akbar se hai taqdeer se shikwa 
     Soona hai Medina.
2)  Do din se mere halkh se paani nahi uthra, qurban ho Sughra
     Dil kehtha hai pardes me tum [...]

Kya Andhera Hai Phuphi

Saturday, February 17th, 2007

Kya andhera hai phuphi.
Qaid khane mai Sakina ye bayan karthi thi, kya andhera hai phuphi.
Shamma mangwaeeye warna mai nahi jeene ki, kya andhera hai phuphi.
1)  Apne seene se lagalo mai tumhare sadkhe, goud me lelo mujhe (x2)
Dil dharaktha hai mera khauf se tharra tha hai ji.
2)  Kyon layeen qaid me laye hain mujhe kya maloom, [...]

Jab Raat Ko Ghar Main Na Tumhai Paayai Gi Sughra

Saturday, February 17th, 2007

 Jab raat ko ghar main na tumhai paayai gi Sughra maar jaayai gi Sughra.
Deevaron sai saar dekhna takrai gi Sughra.
1)  Baba mujhai ab tum sai shikayat nahi koi
     Ro Ro kai tumhai jaan sai guzar jaayi gi Sughra
     Maar jaayi gi Sughra deevaron sai saar dekhna takrai gi Sughra.
2)  Awaz-e-Adhan kanon main jab aayai gi [...]

Parda Duniya Ko Sikhanai Waali Aayi Bazaaron Main Zainab

Saturday, February 17th, 2007

Parda duniya ko sikhanai waali aayi bazaaron main Zainab.
Ghaar sai bahar bhi na aanai wali aayi bazaaron main Zainab.
1)  Jis nai baba sai chura-e-thai kai baar aseer (x2)
     Qaidi azaad kara nai wali (x2) aayi bazaaron main Zainab.
2)  Jaltai khaimon sai utha lai Abbas kai baad (x2)
     Ali Abid ko bachanai wali (x2) aayi [...]

Sajaad Nu Shaam Da Manzar Nahi Bhulda Ai Rat Ronda Muhari

Saturday, February 17th, 2007

Sajaad nu Shaam da manzar nahi bhulda ai rat ronda muhari.
Rat ronda ro ro kai hai keevai saari umar guzaari.
1)  Kand tai zakhm zanjeera dai mun tai surkh lakeeran dai
     Kevain turaiya nal puphiyan dai ai sharabi khalqat sari.
2)  Itrat paak payamber di hai ghairat Haider safdar di
     Ban qaidi wich Zahra dai derbaran di [...]

Day Kay Saar Shabbir Nai Islam Zinda Kaar Diya

Saturday, February 17th, 2007

Day kay saar Shabbir nai Islam zinda kaar diya.
Karbala ko jis kai sajdai nai mualaa kaar diya.
1)  Hashar tak koi Yazeedi saar utha sakta nahi
     Jis kai badla zindagi bhar bhi chuka sakta nahi
     Fatima kai laal nai ahsaan aisa kaar diya.
2)  Teri qurbani sai phelai dheen ko aya na chain
     Ambiya sai bhi mukamil [...]

Bariyan Pehne Huey Qafila Salaar Chala Hy Beemar Chala

Thursday, February 15th, 2007

Bariyan pehne huey qafla salaar chala hy beemar chala.
Arahi hai dar-o-deewar ronay ki sada, hy beemar chala.
1)  Hy jalte hai zameen aag ugalti hai zameen
     Koyi saaya bhi nehi (x2)
     Chalay par gaye paron mein aur badan tapnay laga, hy beemar chala.
2)  Chain kia hathon pe gardan pe paray hain chalay
     Koyi paani dalay (x2)
     Tapti [...]

Shabbir Ne Ro Farmaya Eh Nehi Larni Ennay Jung Zainab

Thursday, February 15th, 2007

Shabbir ne ro farmaya eh nehi larni ennay jung Zainab.
Tennu chadar jaan ton pyari hai (x2) Ghazi diyan khairan mang Zainab.
 
1)  Tu Shaam safaran te jaan walay aik gal da khaas khayal karin
     Na vaikhin sar val Ghazi na gal koi lash de naal karein
     Odhi lash de kolon sir nangay (x2) chup kar kay javein [...]

Ek Janjh Waikhi Eh Dunia Ne Injh Shaam Shahar Diyan Galiyan Wich

Thursday, February 15th, 2007

Ek janjh waikhi eh dunia ne injh Shaam shahar diyan galiyan wich.
Sir sehriyan wala naizay te hath mehndiyan walay rasiyan wich.
 
1)  Farwa da mehndiyan wala chan jithay Qasim zeen ton lathiyan si
     Sajaad vi onna rawan ton kal nagnay pairan langiyan si
     Qasim di mehndi lag gayi hai ya zakhm hoye ne taliyan vich.
 
2)  Bazaar di halat [...]

Kera Nuksan Si Kazim Diyan Kariyan Jay Laha Dainday

Tuesday, February 13th, 2007

Kera nuksan si Kazim diyan kariyan jay laha dainday.
Lashay mazdooran tun chakwai musalmana koi waris hi bula dainday.
1)  Saal chodan jidday zindan ich guzray logon
      Jay ager khauf-e-Khudah honda musalmana nun
      Dhiyan putran kon mila dainday.
2)  Lash Syed di rula chori hai bazaran vich
     Aaj Kazim di vi maiyat te kafan pan dainday
     Garj Zainab [...]

Haar Wailay Puttar Sajaad Tu Rat Na Roya Kaar, Tu Rath Na Roya Kaar

Tuesday, February 13th, 2007

Haar wailay puttar Sajaad tu rat na roya kaar, tu rath na roya kaar.
Zara jhalkay ro Zainab akhay, chum kay beemar da sar, tu rath na roya kaar.
1)  Merey Akbar Qasim turgaey nay na Ghazi wal kay aaya hey
     Ki hoya sathon zalim nay jay vich darbar bulayaey
     Tere khoon day athroo tak tak kay, [...]

Meri Akhri Qurbani Hai Manzoor Karein Rab Saiyan

Tuesday, February 13th, 2007

Meri akhri qurbani hai manzoor karein rab saiyan.
Mera Asghar pyasa tin deen da tennu dain gayan gawaiyan.
 
1)  Main chakay putar nun le aayan ajhay paidal turna sikhya nehi
     Mera Asghar deen de kabil nehi eh teri be parwaiyan.
 
2)  Maa akhri wailay bachray nun eh chum chum ke payi kehndi si
     Meri godh ujhar ke tur [...]

Putar Rasool Da Devay Sada Hal Min Nasir Yansurna

Monday, February 12th, 2007

Putar Rasool da devay sada hal min nasir yansurna.
Bhul gayi ummat fil qurbah hal min nasir yansurna.
1)  Awn o Mohammad Akbar kasim rahay Khudah vich gaye sub maray
     Fojh rahi na alam hai baki koi nehi bachya ghum ghawara eh
     Tur gaya eh Abbas bhira hal min nasir yunsarna.
2)  Ummat nabi ton chan Zahra dey [...]

La Illaha To Bach Gaya Lut Gaya Zahra Ka Ghar

Friday, February 9th, 2007

La illaha to bach gaya lut gaya Zahra ka ghaar.
Hotein kyon-kar yeh azanein daytay na Shabbir saar.
1)  Kis jagha uttaray ho Akbar tum mujhay awaz do
     Aagaye mujh per zayeifi baad tayray ay pisar.
    
2)  Cheen ker us nay ridayein aag dee khayaam ko
     Ab kahan Abbas Akbar Keh raha tha yeh Shimaar.
    
3)  Dur mein dayti [...]

Na Maro Na Maro Merai Veer Hussain Nu Na Maro

Friday, February 9th, 2007

Na maro na maro merai veer Hussain nu na maro.
Khaimai wich ro kai vain kerai hy Zainab dardaan maari.
1)  Tussi jis da kalmai perhdai o ai us da paak nawasa ai
     Fermaan Nabhi kyun bhul gayai o aidhi janta wich sardaari ai.
2)  Masoom Sakina labdi ai sehra wich piyo dai seenai nu
     Aj her koi [...]

Asghar Ki Ho Rahi Hai Pehchaan Karbala Main

Friday, February 9th, 2007

Asghar ki ho rahi hai pehchaan Karbala main.
Shabbir lai chalain hain Quran Karbala main.
1)  Ummai Rubab ujrai bethai gi dhoop main ab
     Madar ki gaud hogi veeran Karbala main.
2)  Asghar ki piyaas pai hai qurbaan kul khudayi
     Nabiyon ka ro raha hai sultaan Karbala main.
3)  Dekho yeh Karbala main Asghar hai ya Ali hai
     ??? [...]

Shaam Chali Main Shaam Chali

Friday, February 9th, 2007

Shaam Chali Main Shaam Chali
Pardes main ghaar lutva kai paar tera dheen bacha kai, main Shaam chali nana.
1)  Bai ghor-o-qafan bhai hai mera asbaab luta hai ghar bhi jala
     So teer ghamon ka kha ka ankhon sai khoon baha kai main Shaam chali nana.
2)  Bhai ka gala kattai dekha Qasim ka badan pamaal huwa
     Akbar [...]

Nok-e-Sina Pai Kehta Tha Yai Sar Hussain Ka

Friday, February 9th, 2007

Nok-e-sina pai kehta tha yai saar Hussain ka.
Kya kaar saka nahi tera khanjer Hussain ka.
1)  Ankhon ka noor qalb ki taaqat chali gayi
     Ghorai sai jab gira Ali Akbar Hussain ka.
2)  Zahra nai apnai haath rakhai taigh kai talai
     Sar katnai laga jo sitamgar Hussain ka.
3)  Yeh imtaihaan sabar tha warna aai shaamiyo
     Bhari tha [...]

Tera Lahu Raiga Na Jaiga

Friday, February 9th, 2007

Tera lahu raiga na jaiga.
Behan ka wada hai yeh rang zaroor laiga.
1)  Haar aik zabaan pai tera zikr-e-paak hi hoga
     Jahan main dekhna aik waqt woh bhi aayaiga.
2)  Tujhai zamanai main apnai frayai royai gain
      Sajaad teri woh mazloomiyat batayai ga.
3)  Sada ghareebi ki tanhai jab to deta raha
     Mujhai to tera woh manzar [...]

Sajdai Main Saar Hussain Ka Teeron Kai Darmaiyan

Friday, February 9th, 2007

Sajdai main saar Hussain ka teeron kai darmaiyan.
Khaimon sai aaraha tha aik shor alamaan.
1)  Kaisa tufaan aya aalai Rasool paar
     Khaimon main keh rahi thi ro ro kai Bibiyan.
2)  Pani ko gayai Ghazi aayai na lout ker
     Bachai bilakh rahai tha lai lai kai hitchkiyaan.
3)  Nana teri ummat kai kuch log Shaam main
     Sar nangai [...]

Eesiyaan Nahi Yeh Matam Kartai Rahai Hain Saarai

Friday, February 9th, 2007

Eesiyaan nahi yeh matam kartai rahai hain saarai.
Is farz main shaamil hain Allah kai Nabhi pyaarai.
1)  Rota furaat bhi hai bachon ki tishnagi per
     Pani sai peetai hain Abbas ko kinarai.
2)  Main dekhun kis tarha sai kartai nahi ho matam
     Kariyal jawaan ka lasha ho saamnai tumharai.
3)  Bai ghoro qafan ho kunmbai terai ki laashain
     [...]

Aghaaz Ho Raha Hai Karbal Ki Kahani Ka

Friday, February 9th, 2007

Aghaaz ho raha hai Karbal ki kahani ka.
Logo yeh janaza hai Islaam kai bani ka.
1)  Bibi nai kaha baba kerbal main chalai aanaa
     Manzar main dikhaun gi Akbar ki jawaani ka.
2)  Kat jayain gain bazu bhi Abbas bawafa kai
     Teeron sai ho ka chalni mashkeeza woh paani ka.
3)  Bikhrai ga Kerbala main Qasim kai sar [...]

Zainab Nai Jis Ko Pala Noori Hijab Main

Friday, February 9th, 2007

Zainab nai jis ko pala noori hijab main.
Woh qatal ho gaiya hai ahdai shabab main.
1)  Akbar ki lash dekhi to Shabbir nai kaha
     Sughra ko kiya likhun ka khat kai jawaab main.
2)  Khaimai sai niklai Akbar to sab ko ghuma huwa
     Sarwar ho jaisai jaisai zeenai ruqaab main.
3)  Us ko bhi zaalimon nai hai naizai [...]

Khanjer Talay Hussain Hai Teeron Ki Jhari Hai

Friday, February 9th, 2007

Khanjer talay Hussain hai teeron ki jhari hai.
Aaisi namaaz kis nai zamanai main parhi hai.
1)  Apnai hi garam khoon main tarpai Ali Akbar
     Tha teer galai main rahai hastai Ali Asghar
     Yeh fauj-e-Hussaini hi Karbal main lari hai.
2)  Woh hai Hussain khoon sai sai jis nai wudhu kiya
     Teeron ki ja namaz pai Alhamd ki [...]

Maqtal Main Kho Gayee Hai Akbar Ki Jawani

Friday, February 9th, 2007

Maqtal main kho gayee hai Akbar ki jawani.
Soyi hai sina kha kai Payamber ki nishani.
1)  Sughra ko madinai main ajab khuwab yeh aaya
     Luttai howi dekhi hai birader ki jawani.
2)  Tukray Ali Akbar kai kalaijai kai jo dekhai
     Yaad aagayi phir mout ko Shabbar ki jawani.
3)  Aathara baras ka tha din jah kay aaye
     Taar [...]

Hum Nai Ghazi Ka Alam Ghaar Pai Saja Rakha Hai

Friday, February 9th, 2007

Hum nai Ghazi ka alam ghaar pai saja rakha hai.
Ghaar ko apnai mola ka aza khana bana rakha hai.
1)  Uthta hai majlis-e-Shabbir main jo tera alam
     Haar museebat sai hamain is nai bacha rakha hai.
2)  Aj bhi percham-e-Abbas ko dekha to kaha
     Mashk ko seenai sai Ghazi nai laga rakha hai.
3)  Kat gayai baazu alamdar [...]

Keevain Mukraain Penda Ai Zainab Da Na Ghazi Hai Na Mehmal Hai

Friday, February 9th, 2007

Keevain mukraain penda ai Zainab da Na Ghazi haai na mehmal haai.
Ho khaimai sairn to veer juda na Ghazi haai na mehmal hai.
1)  Enj musalamaan tazeem kiti Quran diyan sab sataran di
     Haar qadam tai sairn’ dai qaafila tai rahi laandi baarish pathran di
     Akhai seh kai Zainab zulm jafa na Ghazi haai na mehmal [...]

Ja Wapas Ja Sughra

Friday, February 9th, 2007

Ja wapas ja Sughra
Akbar nahi aayai ga.
1)  Paighaam mera dena Sughra ko ai nama bhaar
     Barchi Ali Akbar kai Seenai main lagi aaker
     Barchi nai jigar kataa Na aas laga Sughra.
Akbnr nahi aayai ga.
2)  Qasim kai janazai kai tukrai merai daman main
     Jis tarha simat aayai kai phool hon gulshan main
     Tha khoon main bhara [...]

Zainab Aur Hind Aur Shaam Ka Woh Qaid Khana Tha

Friday, February 9th, 2007

Zainab aur Hind aur Shaam ka woh qaid khana tha.
1)  Aray Hind merai jo do laal thai hy Karbobala main mainai woh bhai pai qurbaan keeyai
     Yeh boli Hind thai Awn-o-Muhammad to abhi kam sin
     Kaha Zainab nai mun mehshar main amma ko dikhana tha.
2)  Aray Hind mera phool sa Qasim raat ko dulha bana [...]

Baba Teray Ghum Main Yeh Baichain Sakina Hai

Friday, February 9th, 2007

Baba teray ghum main yeh baichain Sakina hai.
Zindaan kai andherai main mushkil mera jeena hai.
1)  Din raat main roti hun aur khaaq pai soti hun
     Aghosh hai maadar ki na baap ka seena hai.
2)  Dafna kai Sakina ko Abid nai kaha ro ker
     Ehsaas tujai sompa Zahra ka nageena hai.
3)  Main ro bhi nahi sakti [...]

Bhula Sakay Gi Na Duniya Teri Wafa Ghazi

Friday, February 9th, 2007

Bhula sakay gi na duniya teri wafa Ghazi.
Hain dono baazu terai dheen ki baqa Ghazi.
1)  Chahar simt thi yalgaar ahlai baatil ki
     Alam na jhuk nai diya aur na khud jhuka Ghazi.
2)  Nhibayi is tarah Shabbir sai wafa tu nai
     Wafa ko kehna parah tu hai bawafa Ghazi.
3)  Tarikh aaj bhi jhutla issai nahi saktai
     [...]

Kaisai Kaha Hoga Ali Akbar Ko Alvida Beemar Nai

Friday, February 9th, 2007

Kaisai haha hoga Ali Akbar ko alvida beemar nai.
Alwida alwida kab aao gai poocha hoga ro ro kai sogvaar nai.
1)  Baba kai seenai sai lipat ker roti hogi
     Mujhai chor kai mat jao main tanha mar jaun gi
     Roun gi jab perhain in ujrai ujrai sehno main ghurbat kai din guzaarnai.
2)  Laila na jab chooma [...]

Haiyo Lutiyan Gaiyan Jhokan, Vich Pardes Dai Aakai

Friday, February 9th, 2007

Haiyo lutiyan gaiyan khokan, vich pardes dai aakai.
Rondi rahi Sakina hyo gal alam nu laakai.
1)  Darya dai paas tak kai gaiyan rondiya nai khariyan
     Baandhi rahi yeh Zainab bharjaiyan nu hath kariyan
     Ummul Baneen da chan hyo jadon valiyan na ja kai.
2)  Mazloom di savaari, jad val kai khaiami aayi
     Kithai baba mai da puchaiya, [...]

Zainab Tere Hussain Ka Ghum Kaartain Rahain Gai

Friday, February 9th, 2007

Zainab tere Hussain ka ghum kaartain rahain gai.
Hum seena zani shaam-o-sehar kaartain rahain gai.
1)  Hai sani-e-Zahra teri sunnat hai yeh matam
     Apnai to aqeedai main ibadat hai yeh matam
     Haar haal main yeh farz ada kertain rahain gai.
2)  Jis nai teri chadar pai fida ker diyai bazu
     Kehti hai jisai bibi alamdaar-e-wafa tu
     Ghar ghar [...]

Zindaan Hai Lehad Meri Kurta Hai Kafan mera

Friday, February 9th, 2007

Zindaan hai lehad meri kurta hai kafan mera.
Karna yahin janaza Sajaad dafan mera.
1)  Main baap kai seenai pai barai chain sai soti thi
     Ab khak kai bister pai dukhta hai badan mera.
2)  Sajaad sai kehti thi zindaan sai reha ho kaar
     Tum jana Medinay ko hai Shaam watan mera.
3)  Kehna kai chinai gohar khayai hain [...]

Berida Bint-e-Ali Aur Shaam Ka Bazar Hai

Thursday, February 8th, 2007

Berida Bint-e-Ali aur Shaam ka bazar hai.
Kyun lahu rotay hai Abid, kia inhe darkar hai.
1)  Hain batatay surkh ansoo Syed-e-Sajaad ke
     Hai kathan kitna Safar yeh Shaam ka bazaar hai.
2)  Koi to parday banaye Mustafa ki Aal ke
     Kalmah go ki bher mei, yeh dhondhta beemar hai.
3)  Aaye jaab bazaar mei Abid ne dekha char [...]

Tanhai Main Zindaan Ki Yeh Kehti Thi Sakina

Thursday, February 8th, 2007

Tanhai main zindaan ki yeh kehti thi Sakina.
Baba ki judayi main, na mar jayai Sakina.
1)  Daman main lagi aag to gohar bhi utarai
     Baad aap kai adaa nai, tamachai mujhai maarai
     Is haal-e-aseeri main, main mar jaun kahin na.
2)  Is haal main ghurbat main kahin chain na paya
     Zulmat kai andherai main, laeeno nai sataya
     [...]

Chan Veeran Shaam Day Lokan Nou Tera Payghaam Suna Aaeeyan

Thursday, February 8th, 2007

Chan veeran Shaam day lokan nou tera payghaam suna aaeeyan
Mei Shaam di qaid nibha aaeeyan.
Par par kay khutbay chan veeran, batil day qatar gira aaeeyan,
Mei Shaam di qaid nibha aaeeyan.
1)  Na puch masoom Sakina da zindaanich rondi margaee ey
     Mei thairee ladlee bachree nou, cholay da kafan pava aaeeyan 
     Mei Shaam di qaid nibha aaeeyan.
2)  Sajaad [...]

Alvida Alvida Alvida Ai Hussain

Thursday, February 8th, 2007

Alvida alvida alvida ai Hussain.
1)  Yeh sada yeh fughan aur yeh majlisain
     Matam-o-noha aur gham ki yeh zeenatain
     Cha ha ta hai yeh dil yun hi qayam rahain
     Aha phat ta hai dil kis ter ha lai gayai.
2)  Merai mehmaan hai akhari yeh salaam
     Tuj pai qurbaan hai akhari yeh salaam
     Shah-e-zeeshan hai akhari yeh [...]

Ali Asghar Ka Janaza Hai Shabbir Ko Pursa do

Thursday, February 8th, 2007

Ali Asghar ka janaza hai Shabbir ko pursa do.
Khawhish hai Sakina ki (x2) Sughra ko he bulwa do.
1)  Pooch hai Sakina ne baba sai ye hasrat hai (x2)
     Mayyat pe mein jhirkoungi (x2)
     Ek jaam mujhe laado.
2)  Asghar ka galla zakhmi aur ma ka jigger chalni (x2)
     Kitnay hi jainazay hain (x2)
     Hurmal ko yeh [...]

Hy Shabbir Ko Mehmaan Na Banaya Hota

Thursday, February 8th, 2007

Hy Shabbir ko mehmaan na banaya hota.
Hy Zahra ka kalayja (x2) na dukhaya hota.
1)  Shah pe ata na bhurapa na kamar kham hoti (x2)
     Ali Akbar ka jo laasha na uthaya hota (x2)
2)  Hurmala ye to bata kya tera nukhsaan hota (x2)
     Paani besheer ko tu nai jo pilaaya hota (x2)
3)  Bintay Zahra teri chadar [...]

Sajaad Watan Jatay Hain, Aye Bali Sakina

Thursday, February 8th, 2007

Sajaad watan jatay hain, aye bali Sakina.
Saar zindan sai takratai hain, aye bali Sakina.
1)  Kahtai hain phoppi jani, Sakina ko uthaow
     Jatai hain watan jaldh, khabar usko sunaow
     Gash mai jo ho dukiya tow, usai hosh mai low
     Sooti howi zindan mai na, rah jaye Sakina, aye bali Sakina.
2)  Armaan tha dil mai kai, watan [...]

Nabhi Dai Bosay Di Ja Tai Khanjar Chalaen Dai Rai

Thursday, February 8th, 2007

Nabhi dai bosay di ja tai khanjar chalaen dai rai.
Qatal namaaz ku ker kai khushi manain dai rahai.
1)  Koi marainada naizai chalawai teer koee
     Reiya Hussain da Ghazi jaiya na veer koee
     Hy ujri laash tai ghoray, sakhi vandai rai.
2)  Siraan’ch khaak’aan tai kausar dai jaam chaayai harn
     Ali tai Fatima arshay bareen ton aayai [...]

Boli Maa Khusta Jigar Aakhari Lori Sun Lo

Thursday, February 8th, 2007

Boli maa khusta jigar aakhari lori sun lo.
Ay meray noor-e-nazar, aakhari lori sun lo.
1)  Mera armaan meri jaan meri aas ho tum 
     Apne maa kay liyey Asghar naheen Abbas ho tum 
     Aaj ki raat ganeemat hai mere paas ho tum
     Ay mere naqsh-e-qamar aakhari lori sun lo.
2)  Sooni karkay meri godi mujhay tarpaaogay 
     Chor kar [...]

Maa Pukare Lout Aawo, Mere Pyaare Asghar

Thursday, February 8th, 2007

Maa pukare lout aawo, mere pyaare Asghar.
Jeena mushkil hai mera (x2)  Ay maa ke dulhaare Asghar.
1)  Tu na jana kya khabar thi gar meri jaan maa hu
     Bhulna paawungi tujhko zindagi bhar chaahun
     Dekhle haal mera (x2)
     Ay maa ke sahaare Asghar.
2)  Apne haathon se sajaaya, tujhko dulhe ki tarha
     Meri aaghosh hai veeran, dekh jhule ki [...]

O Zara Rok Muharaa Chan Bachra, Ai Maqtal Hai Main Zainab Haan

Thursday, February 8th, 2007

O zara rok muharaa chan bachra, ai maqtal hai main Zainab haan.
1)  Pathran dai bhain jo das bachra
     Kiwain veer di laash koun chawaan dai
     Gardan nal bawaan kasiyaan hai (x2)
     Pari mushkil haii mein Zainab haan.
2)  Bai kafan bhira wa koun chad kai
     Tur paiya Shaam dai paasey nai
     Sang tin baywa bhar jaiyaan [...]

Manta Man Man Haari Akbar Tu Na Aayo

Thursday, February 8th, 2007

Manta man man haari Akbar tu na aayo.
Main sadqay main vaari, Akbar tu na aayo.
1)  Kee jeena behna da baad bhiraavan day (x2)
     Teri rul gayee behan piyaari, Akbar tu na aayo.
2)  Nanay dai rozai tai jaa kai raat dinnay (x2)
     Ro ro araz guzaari, Akbar tu na aayo.
3)  Khabaan dai vich vaikhaan dohri jhoolay [...]

Baabay Da Gala Chum Kai Ro Aakhay Sakina

Thursday, February 8th, 2007

Baabay da gala chum kai ro aakhay Sakina.
Terai baad mera baba, boun oukha hai jeena.
1)  Piyasai galay dai terai zaalim chalaaran khanjar
     Piyasa hi tur gaiya aai, dunya ton’ veer Asghar
     Waada aai mera baba, main paani nahi peena.
2)  Masooma kol babay dai ro ro vairan paavai
     Jis dai baghair mainu naa neend kadhi [...]

Wah Allah Sayn, Kee Ey Zainab Da Muqadaar

Thursday, February 8th, 2007

Wah Allah sayn, Kee ey Zainab da muqadaar.
Mangdi rayi bhirawan day (x2) qatil kolo chadaar.
1)  Jayri azmat-e-Zahra di waris see is jahan thay
     Jeday veeran di jurrath day charchay see haar zubaan thay 
     Wich Shaam bazaaran day (x2)  khaandi rayi pathar.
2)  Jis welay shoor utheya baghi di bhayn aagaee
     Cheray thay waal paa kay bara royi Zahra [...]

Aik Bachi Ka Hai Noha, Meray Baba

Thursday, February 8th, 2007

Aik bachi ka hai noha, meray baba.
Howi yeh Shaam aur na aayai baba, meray baba.
1)  Piyaas paani, neendh bhooli, tootati hai saans meri
     Guth raha hai dam hamara, meray baba.
2)  Qaid ho ker, jab sai ayee, reesma main hai kalahi
     Ha duri da jism sara, meray baba.
3)  Khaak chaadar, khaak bister, qabar jaisa hai yeh manzar
     [...]

Namaz-e-Shab Main Koyi Baap Maangta Hai Dua

Thursday, February 8th, 2007

Namaz-e-Shab main koyi baap maangta hai dua.
Sukoon-e-Dil kai liyai ker, Mujhay Sakina ataa.
1)  Diya hai sabr to mujko, karaar bhi dai dai
     Mehek Batool ki Haider ka piyaar bhi dai dai
     Mei baagh baagh rahun woh, mujhe kahai baba.
2)  Woh merai sinai pe soyai to dharkane khush hon
     Chalai woh unglee pakar kar to aahaatain [...]

Muntazir Beti Teri Shammay Jalaayai Baba

Thursday, February 8th, 2007

Muntazir beti teri shammay jalaayai baba.
Shaam hotai hi jissai, dastai hain saayai baba.
1)  Terai haathon kai nawaalon main shifa paati thi
     Terai kaandhay pai rakhun saar ko sakoon paati thi
     Chor ker aaisai gayai, kuch nahi bhaayai baba.
2)  Mainai khawaabon main faqat ranjo alam dekhai hain
     Larkharatai huwai raiti per qadam dekhai hain
     Jaanay kya [...]