Archive for the 'Karbala' Category
Tuesday, July 27th, 2010
This land! this land! this land is a universe (X2)
It’s as if this land is a universe
Abbas is the moon, Zainab is the earth!
Abbas will brighten up the darkest night
ut the moons’ role is to reflect the light
And the source of light for the moon is one
Abbas is the moon, Hussain is the sun.
Abbas! Abbas! [...]
Karbala, Muharram | 1 Comment »
Sunday, June 13th, 2010
Wafa ti inkay liye aur, ye wafa kay liye, Ali nay manga tah Ghazi ko Karbala kay liye.
1) Hussain jhula jhulate tay, inko yeh kay kaar (x2)
Yeh kaam ayenge Zainab teri rida kay liye.
2) Na jaane kis liyey Haider nay inkay bazu kay (x2)
[...]
Janab-e-Ghazi Abbas (a.s), Karbala, Muharram | No Comments »
Saturday, June 12th, 2010
Abid nay kaha aakay kareeb bintay Ali say
Ab suway watan chaliye phuphi-jaan may sadkay
Sunkar ye khabar zakh may jigar phaat gaye saaray
Markhad seh lipat kaar kiye Zainab nay yeh naalay
May jab bhi watan jaaungi bhaiya (x2)
Bin teray na ghaar jaaungi bhaiya.
1) Athara baras ka Ali Akbar Bhi yehi hai (x2)
[...]
Chelum, Karbala, Muharram, Syeda Zainab (s.a) | No Comments »
Saturday, June 12th, 2010
Alwida ay behan alwida
Bolay Shah-e-zaman alwida.
1) Qatal ka meray lamha kareeb aagaya (x2)
Ek andhera sa charon taraf chagaya (x2)
Waqt say pehlay suraj bhi grehn aagaya (x2)
May hu tanha mera haar sahara gaya (x2)
2) Chaltay chaltay faqat tumsay hay [...]
Ashura, Imam Hussain (a.s), Karbala, Muharram | No Comments »
Sunday, January 3rd, 2010
Nainawa yeh bhala baynawa kyon hay.
Teray seenay pay yeh (x2) lutt raha kyon hay.
1) Jis kay maathay pay noo raye Nabhi ki chamak
Jiss kay kirrdaar main hay Ali ki jhalak
Ambiyaa ki tarah bolta kyon hay.
2) Laash paar laash maqtal say laata hay yeh
[...]
Imam Hussain (a.s), Karbala, Muharram | No Comments »
Monday, December 7th, 2009
Treachery repeating in Kufa
In the place where Ali had been slain
Karbala your seeds are sown.
1) Kufans you wrote to Hussain inviting him to come and guide you
Muslim went there with young sons, his mission of peace and friendliness
Allegiances pledged to Hussain, your faith waivered [...]
Karbala, Kufa, Muharram | No Comments »
Thursday, December 13th, 2007
Karbala di khaakh tay kusda raiya Shabbir Zainab takdi raye.
Ummat neh maar chooreya bachra Batool da (x2) bayjurm tay baytak seer Zainab takdi raye.
1) Eh vekh tay veer edha koyi na raiya
Kalma go zulam kamonday ray
Koyi tapti howay rayt nu zakhmaan tay pahwaanda
Koyi pathar maray koyi teer Zainab takdi raye.
2) Asghar di [...]
Imam Hussain (a.s), Karbala, Misc, Muharram, Syeda Zainab (s.a) | No Comments »
Monday, May 21st, 2007
Shabbir Hai Safar Mein Aur Saath Zahra Saani.
Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain.
Dohraeen has buna ki ummath nai phir kahani.
1) Kaabay kai malikon kai ihram khol dalay (x2)
Ayat-e-inami ki (x2) kuch bhi qadar na jaani
2) No khaiz khoonay Akbar hai dheen ki ragon main (x2)
Khayam hai jin ka sadqa (x2) Islam [...]
Karbala | No Comments »
Monday, May 21st, 2007
Likh Jafar Keevain Ujraiyan Yasrab ton Karbal vich aakay.
Hy Shaam dai vich mera piyu Abid (x2) reya turda tauq jeevain paakay.
1) Baqir nu manzar nai bhulna jadon paak Shabbir si vich maqtal
Haar khaimay da sun vain royee tak bibiyan nu oh paak ajab
Rai karda shukar Hussain raiya (x2) teeran nu badan uttay khaa [...]
Karbala | No Comments »
Saturday, April 21st, 2007
Toray teku kafan pawaah ha medi kismat jo hiq rida koyi nai.
Tai jinka wadi jaleyndi ha meku Ghazi da asira koyi nai.
1) Dur Sakina laheynday ray katil jinka deynday halaynday ray katil
Haat ayna dey nai rohkeni kai wi medi saar ti reya bira koyi nai.
2) Tenda bachri Sakina ay howay tenday senay tey sum [...]
Karbala | No Comments »
Saturday, April 21st, 2007
Rujhe hoyi hatha dey naal ey kaar kay salaam turpaye.
Uti dekh veer Ghazi tendi bhain Shaam turpaye.
1) Kar kay janazeya wich veera ku ray syedani koyi veer nai
Halaynda cha cha kay naam turpaye.
2) Lutiya hoya Batool ah safra kitay teyaar ey agu howay hun koui
Shaam ey ya balwa ahm turpaye.
3) Lathya nai fakath [...]
Karbala | No Comments »
Saturday, February 17th, 2007
Ya Rab na sahar ho.
1) Piyason kai liyai maut ka paighaam sahar hai
Chal jayai ga Shabbir ki gardan pai bhi khanjer.
2) Is raat chamaktai hain falak per jo sitarai
Lut jayai ga aik roz main Zahra ka bhara ghar.
3) Abbas kai shaanai bhi kalam hon gai labai naher
Chin jaayi gi kal Zainab-o-Kulsoom ki [...]
Karbala | No Comments »
Friday, February 9th, 2007
Aghaaz ho raha hai Karbal ki kahani ka.
Logo yeh janaza hai Islaam kai bani ka.
1) Bibi nai kaha baba kerbal main chalai aanaa
Manzar main dikhaun gi Akbar ki jawaani ka.
2) Kat jayain gain bazu bhi Abbas bawafa kai
Teeron sai ho ka chalni mashkeeza woh paani ka.
3) Bikhrai ga Kerbala main Qasim kai sar [...]
Karbala | No Comments »
Friday, January 26th, 2007
Karbal tho piya likhda, hun waqt riya koi nai, biya kia mei likhaan.
1) Qasim da jo nay likhya oh ku banara banaa baytha
Udeh sehreh saja baytha udeh shagan mana baytha
Tedee bhayna de hathan tay hun rang-e-hina ko nai biya kia mei likhaan.
2) Lug nazar gayi ujrii tendeh yusaf-e-sani koon
Umat ne hai raj lutya [...]
Ashura, Karbala | No Comments »
Thursday, January 25th, 2007
Ye Karbala hai, lahu mei dubi.
Jawaan lasho se dasht saara (x2) bhara huwa hai, ye Karbala hai
1) Meri nawasi bhi berida hai, mera nawasa bhi bekafan hai (x2)
Rasul roro ke ambhiya ko (x2)
Bata rahe hai
Ye Karbala hai.
2) Alam jo khali Hussain laaye haram ye samje Abbas aye (x2)
Har ek bacha alam [...]
Karbala | No Comments »
Thursday, January 18th, 2007
Wawela Wawela Wawela.
Bint-e-Zahra ki yeh arahi hai sada.
1) Shabbir saar jhukayai mashko alaam hain laayai
Tanha hain Shah-e-dheen Zainab ko hain yakeen Abbas abh nahin
Mashko alaam ko dekh kaar rotay rahe ahlay haram
Zainab kah yeh bayn ta.
2) Qasim kay saar peh sehra Farwah na dekh pahee
Betay ki laash peh tukron’ ko dekh [...]
Karbala | No Comments »
Wednesday, January 10th, 2007
Main khak-e-Karbala hun rutba mera juda hai.
Bint-e-Ali nai mujh ko chadar bana liya hai.
1) Mera naseeb aisai kudrat nai hai jagaya
Khatoon kai pisar ki hai mehzaban banaya
Mera mola hona Shabbir ki ata hai.
2) Akbar jawan Qasim Ghazi sai chand tarai
Zain-ul-Aba nai meri aghosh main utari
Yani lahu nabi ka mujh main mila [...]
Karbala | No Comments »
Wednesday, January 10th, 2007
Mola Haq Imam, Yah Hassan, Yah Hussain.
1) Woh Abiday bemaar tah (x2) chalnei seh jo lahchaar tah
Aur Shaam kah bazaar tah, aur Mustapha ki bhaytiya.
2) Shabbire ki woh ladali (x2) seenay peh jo shah kai paali
Jiski abha ran main jalli, muo paar tamacho kai nishaan.
3) Pyassai galay, khanjar chalay (x2) chadaar chini, khaimai jalay
Abbas kai [...]
Karbala | No Comments »
Thursday, January 4th, 2007
Karbala kay dasht main, ek la makha ahbaad hain.
Noor-e-haq aur malikay, khono makha ahbaad hain.
1) Haato peh Asghar ko laikaar, kay rahay hain yeh Hussain (x2)
Ek tabasum say teray yeh du jahaan ahbaad hain.
2) Duktaray Zahra tera mamnoon hain dheenay khuda (x2)
Shaam kay haar moor peh tehra bayaan ahbaad hain.
3) Ah meray Akbar [...]
Karbala | No Comments »