Bin Teray Na Ghaar Jaaungi Bhaiya
Saturday, June 12th, 2010Abid nay kaha aakay kareeb bintay Ali say
Ab suway watan chaliye phuphi-jaan may sadkay
Sunkar ye khabar zakh may jigar phaat gaye saaray
Markhad seh lipat kaar kiye Zainab nay yeh naalay
May jab bhi watan jaaungi bhaiya (x2)
Bin teray na ghaar jaaungi bhaiya.
1) Athara baras ka Ali Akbar Bhi yehi hai (x2)
[...]