Archive for the 'Muharram' Category
Tuesday, July 27th, 2010
This land! this land! this land is a universe (X2)
It’s as if this land is a universe
Abbas is the moon, Zainab is the earth!
Abbas will brighten up the darkest night
ut the moons’ role is to reflect the light
And the source of light for the moon is one
Abbas is the moon, Hussain is the sun.
Abbas! Abbas! [...]
Karbala, Muharram | 1 Comment »
Thursday, July 1st, 2010
Yeh musalmano Rasool-e-paak ka farmaan hai.
Tum may choray ja raha hoon (x2) aal aur Quran hai
1) Khoob hai ajre risalat Mustafa ko mill raha (x2)
Qatal Syed ho rahay hai (x2) jaal raha Quran hai.
2) Jiske lab haarkat nahi kaartay baghair amlay khuda (x2)
Kis [...]
Muharram | No Comments »
Sunday, June 13th, 2010
Wafa ti inkay liye aur, ye wafa kay liye, Ali nay manga tah Ghazi ko Karbala kay liye.
1) Hussain jhula jhulate tay, inko yeh kay kaar (x2)
Yeh kaam ayenge Zainab teri rida kay liye.
2) Na jaane kis liyey Haider nay inkay bazu kay (x2)
[...]
Janab-e-Ghazi Abbas (a.s), Karbala, Muharram | No Comments »
Saturday, June 12th, 2010
Abid nay kaha aakay kareeb bintay Ali say
Ab suway watan chaliye phuphi-jaan may sadkay
Sunkar ye khabar zakh may jigar phaat gaye saaray
Markhad seh lipat kaar kiye Zainab nay yeh naalay
May jab bhi watan jaaungi bhaiya (x2)
Bin teray na ghaar jaaungi bhaiya.
1) Athara baras ka Ali Akbar Bhi yehi hai (x2)
[...]
Chelum, Karbala, Muharram, Syeda Zainab (s.a) | No Comments »
Saturday, June 12th, 2010
Alwida ay behan alwida
Bolay Shah-e-zaman alwida.
1) Qatal ka meray lamha kareeb aagaya (x2)
Ek andhera sa charon taraf chagaya (x2)
Waqt say pehlay suraj bhi grehn aagaya (x2)
May hu tanha mera haar sahara gaya (x2)
2) Chaltay chaltay faqat tumsay hay [...]
Ashura, Imam Hussain (a.s), Karbala, Muharram | No Comments »
Sunday, January 3rd, 2010
Nainawa yeh bhala baynawa kyon hay.
Teray seenay pay yeh (x2) lutt raha kyon hay.
1) Jis kay maathay pay noo raye Nabhi ki chamak
Jiss kay kirrdaar main hay Ali ki jhalak
Ambiyaa ki tarah bolta kyon hay.
2) Laash paar laash maqtal say laata hay yeh
[...]
Imam Hussain (a.s), Karbala, Muharram | No Comments »
Sunday, January 3rd, 2010
Chal paray Shabbir Karbal ho gaya veeran Medina.
Rooti Akbar tujh ko Sughra (x2) ray gayi tanha Medina.
1) Saar bhi du gah ghaar bhi du gah bheno ki chadaar bhi duga
Deen bachanay kay liye noujawan Akbar bhi du gah
Abh na zinda lout kaar may (x2) aaow gah Nana [...]
Imam Hussain (a.s), Muharram | No Comments »
Monday, December 7th, 2009
Treachery repeating in Kufa
In the place where Ali had been slain
Karbala your seeds are sown.
1) Kufans you wrote to Hussain inviting him to come and guide you
Muslim went there with young sons, his mission of peace and friendliness
Allegiances pledged to Hussain, your faith waivered [...]
Karbala, Kufa, Muharram | No Comments »
Friday, May 2nd, 2008
Chand nikla hay phir muharram ka logh farsh-e-aza bichanay lagay.
Jin kay dil main Hussain rehtay hay askh ankhon say wo bahanay lagay.
1) Maar dalay sulagtay sehra main Fatima kay pisar layeno nay (x2)
Zakiran-e-Hussain majalis main inki mazloomiyat batanay lagay.
2) Fatima Syeda gawah rehna teray farzand ko nahi bholay (x2)
Apnay dukh daard bhool kaar [...]
Muharram | No Comments »
Sunday, January 20th, 2008
Khoon-e-Shabbir humain abhi sada daita hay.
Matami haath uthanay ki (x2) dua daita hay.
1) Sachay ilfaz hain kya aur sadaqat kya hay
Ya batata hay humain hussan-e-shahadat kya hay
Ahbadh kehtay hain kisay aur ibadaat kya hay
Yeh to bay dheeno ko tawheed sikha daita hay.
2) Aao afkar-e-yazeedi ko mitanay kay liya
Parcham-e-Hazrat-e-Abbas uthanay kay liya
[...]
Imam Hussain (a.s), Muharram | No Comments »
Thursday, December 13th, 2007
Karbala di khaakh tay kusda raiya Shabbir Zainab takdi raye.
Ummat neh maar chooreya bachra Batool da (x2) bayjurm tay baytak seer Zainab takdi raye.
1) Eh vekh tay veer edha koyi na raiya
Kalma go zulam kamonday ray
Koyi tapti howay rayt nu zakhmaan tay pahwaanda
Koyi pathar maray koyi teer Zainab takdi raye.
2) Asghar di [...]
Imam Hussain (a.s), Karbala, Misc, Muharram, Syeda Zainab (s.a) | No Comments »
Saturday, November 3rd, 2007
Chand nikla hai Muharram ka toh tanha Sughra.
Dekh kaar roti hay beemar (x2) sar-e-rah Sughra.
1) Jab nikalta hai Muharram main toh sab rotay hain (x2)
Aik beemar nazar aati hai tanha Sughra.
2) Teray charney sai ujar jaeya ga ghaar Zahra ka (x2)
Aaj chup ja tujhay kehti hai yeh dukhiya Sughra.
3) Shaam dhalti hai toh [...]
Muharram | No Comments »
Monday, July 23rd, 2007
Yeh raaz kya hai duniya kai bananay waalay.
Bai sahara hai tera (x2) dheen bachanay waalay.
1) Tah voh darbaar magar logh wohi thay nana (x2)
Tuj pai hiziyaan ka jo (x2) ilzaam lagaanay waalay.
2) Kufa aur Shaam ka dastoor nirala dekha (x2)
Qatal kartay hain woh (x2) mehmaan bulaanay waalay.
3) Kyun larazti hai zameen aur udaasi kyun hai [...]
Muharram | No Comments »
Thursday, April 19th, 2007
Pakh Nabhi de ghaar nun lutiya zaliman ne pardes bula ke.
Zahra teray jigar da tukra vich sajday de maar dita (x2)
1) Zainab akhay sadqay jawan veer main teray sabar ton (x2)
Akbar Qasim Asghar dekay kitta rab da shukar ada (x2)
2) Zainab akhay dukh parday da khake ton na marjawein (x2)
Pathran ne sirrkajh laye [...]
Muharram | No Comments »
Friday, February 9th, 2007
La illaha to bach gaya lut gaya Zahra ka ghaar.
Hotein kyon-kar yeh azanein daytay na Shabbir saar.
1) Kis jagha uttaray ho Akbar tum mujhay awaz do
Aagaye mujh per zayeifi baad tayray ay pisar.
2) Cheen ker us nay ridayein aag dee khayaam ko
Ab kahan Abbas Akbar Keh raha tha yeh Shimaar.
3) Dur mein dayti [...]
Muharram | No Comments »
Tuesday, February 6th, 2007
Chorta hun main watan deen ko bachanay ke liye.
Jo kiya wada azal main woh nibanay kay liye (x2)
1) Kar diya majboor mujhko karnay aaya hu salam (x2)
Ja raha hun Karbala wapis na anay kay liye (x2)
2) Ahgaya woh din bhishidat say tha jis ka intezaar (x2)
Bhaiti hay tayar Zainab saath janay kay liye (x2)
3) Hogayi [...]
Imam Hussain (a.s), Muharram | No Comments »
Saturday, January 27th, 2007
Bhaitay ney baal pyaasay pani di aas lakay.
Bhena karan duawa haye, dariya te khair howay, Ghazi nay murya jakay.
1) Shabbir katya bazoo chakay teray aylaya
Mainu kuch nehi disda Ghazi kis jah tey deira laya
Bhena tenu udeekan haye vich khaimiyan dey ro ro jhaniya tu zakham khakay.
2) Niklay jewain janaza khaimay cho bibiyan ney
Akbar [...]
Janab-e-Ghazi Abbas (a.s), Muharram | No Comments »
Saturday, January 27th, 2007
Aye Nana tayri ummat say tayra dheen bacha kaar.
Theri beh ghaar Zainab ahyi hay, bay chadar Zainab ayi hay.
1) Pucha jo kisey nay Zainab say bhai hay kahan tho Zainab nay (x2)
Aik mutti khak utahey hay, aur khak hawa may urai hay.
2) Bay jaan hujray chup darwazay sakti parday bay jum bishlab (x2)
Ya ghaar [...]
Muharram | No Comments »
Friday, January 26th, 2007
Tere shehr se jaate hai, dai humko dua nana.
Aabad karenge hum (x2) hy ab Karbobala nana.
1) Tera dheen hai mushkil me, mei kaise raho ghaar me (x2)
Tiflin main koyi wada (x2) ha tujse kiya nana.
2) Roze pe tera aake, hum shame jalaa te the (x2)
Ho ab kon mujawir hai (x2) Sughra ke siwa nana.
3) Is [...]
Muharram | No Comments »
Monday, January 15th, 2007
Ai chaand Muharram tu hi baatha, Khatoon ka chaand kaha hai.
Abaad hain duniya saari (x2) Zahra ka chaman veeran hai.
1) Tu par Jibareel ki zeenat ka ku lasha tera pamal hua (x2)
Bay goro kafan ho bhai meray (x2)
Zainab ko yahee armaan hai.
2) Dekha naa suna zaa hir aisa zakhmo sai badaan hai choor [...]
Muharram | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Kujh vi na rehnda duniya te, jai sayn dua kardi.
Zainab di aah kaddi vi na (x2) radh zaat khudah kardi.
1) Nah lathday bazoo Ghazi de, na lash Hussain pamal hondi (x2)
Hy safar vi shaam bazaran de, nah baaj rida kardi.
2) Nah barchi lagdi Akbar nun, hy Qasim na takseem honda (x2)
Hath chuk Zainab [...]
Muharram, Shaam, Syeda Zainab (s.a) | No Comments »
Friday, January 5th, 2007
Sughra ko rulata hai yeh chand Muharram ka.
Jab samnai aata hai yeh chand Muharram ka.
1) Ham surat-e-Zahra sai bahi kai bicharnai ki
Khatoon-e-qiyamat kai ghar baar ujar nai ki
Rudad sunata hai yeh chand muharram ka.
2) Kata hai gala logo seh roz kai piyasai ka
Pamal huwa lasha Ahmed kai nawasai ka
Haar ik ko [...]
Muharram | No Comments »
Wednesday, January 3rd, 2007
Ay chand Muharram kay tu badli main chala ja
Tujhai dekh kay maarjaye nah (x2) Beemar hain Sughra.
1) Ghaar Zahra kah lutnay ki khabar tunay sunayi,
Tujhai dekh kay rooti hai Muharram main khudayi,
Choda so baras beetay (x2) Saab kartay hain shikwah.
2) Milnay kay liye bhai ko baychain baari hain,
Khaab sai Ali Akbar ki [...]
Muharram | No Comments »