Fizza Nay Kaha Awn-o-Mohammed
Saturday, June 12th, 2010Jab ran may aaye Haider-o-Jafar kay mehlaqa (x2)
Aur baykaso peh toot paari fojay ashkiyan
Nagaah ek zaeefa khulay sar barehna pa
Qaimay kay daar pay aayi dilaf ghaaro ghum zada
Dekha jo aah bharkay suway nehray Al Qama
Naizo uchal ke rehgaya paani Furaat ka
Do nanay nanay laashay basad girya o buka
Laatay howay dikhayi diyay shah -e- Karbala
Saar peetnay [...]