Archive for the 'Imam Hussain (a.s)' Category
Saturday, June 12th, 2010
Alwida ay behan alwida
Bolay Shah-e-zaman alwida.
1) Qatal ka meray lamha kareeb aagaya (x2)
Ek andhera sa charon taraf chagaya (x2)
Waqt say pehlay suraj bhi grehn aagaya (x2)
May hu tanha mera haar sahara gaya (x2)
2) Chaltay chaltay faqat tumsay hay [...]
Ashura, Imam Hussain (a.s), Karbala, Muharram | No Comments »
Monday, March 1st, 2010
Jis khanjar tallay sajda kitha, Zahra day dil da chain ay, onu kenday logh Hussain ay.
Jera naizay tay Quran paray, hovay qaidi jis di bhen ay, onu kenday logh Hussain ay.
1) Cha mohr-e-naboowat tay jis nu, aidi shaan wakhayi lokan nu (x2)
Jinu rondiya vekh kay paak nabi, khud ho jaway baychain [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Sunday, January 3rd, 2010
Nainawa yeh bhala baynawa kyon hay.
Teray seenay pay yeh (x2) lutt raha kyon hay.
1) Jis kay maathay pay noo raye Nabhi ki chamak
Jiss kay kirrdaar main hay Ali ki jhalak
Ambiyaa ki tarah bolta kyon hay.
2) Laash paar laash maqtal say laata hay yeh
[...]
Imam Hussain (a.s), Karbala, Muharram | No Comments »
Sunday, January 3rd, 2010
(Zalim di tak kay jafa, deway sada, sada nahi koyi aasra)
Hy o medha mazloom baba dhee tedhi ku nay ronay denday.
Laash tay aan han pathar hatendi koul mekhu nahi ronay denday ( x2)
1) Jain bhira tay bahou manr hay kyun ni aya teda veer Ghazi (x2)
Chacha turiya wal na hi [...]
Ashura, Imam Hussain (a.s), Syeda Sakina (s.a) | 2 Comments »
Sunday, January 3rd, 2010
Chal paray Shabbir Karbal ho gaya veeran Medina.
Rooti Akbar tujh ko Sughra (x2) ray gayi tanha Medina.
1) Saar bhi du gah ghaar bhi du gah bheno ki chadaar bhi duga
Deen bachanay kay liye noujawan Akbar bhi du gah
Abh na zinda lout kaar may (x2) aaow gah Nana [...]
Imam Hussain (a.s), Muharram | No Comments »
Monday, December 7th, 2009
In Karbala he sacrificed everything he had (x2)
Allah what a mighty heart your Hussain had (x3)
1) Who would have thought one afternoon is all that it would take
For Hussain to sacrifice, his house for Allah’s sake
His body in a state that we can’t even [...]
Imam Hussain (a.s) | 1 Comment »
Monday, December 7th, 2009
Countless voices cry in mourning weeping with grief and pain
Had I a sword I would defend the veil, oh Zainab
1) On Ashura the family of Hussain caused the earth to shake (x2)
It heard the swords clash across the field, cries of Al-Atash
Had I a [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Tuesday, October 21st, 2008
Ya habibi ya Hussain ya shafi ya Hussain (x2) ya gharibi ya Hussain.
He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad, salallahu alayhi wasallam
Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind.
1) Rab ki raza say jisnay gaardan katayi, deen-e-Nabi ki jisnay laaj bachayi
Haar ghaar mai jiska farshe matam bicha hai (x2)
Roti hai jiskay ghum mai [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Friday, May 2nd, 2008
La illah ko bachaya Fatima kay laal nay.
Deen zinda kaar dekhaya (x2) Fatima kay laal nay
1) Khainchli Akbar ki barchi jurat o’ himaat kay saath
Apni ankhain bhi na bandhi aur na baitay kay haath
Aik aansu na bahaya Fatima kay laal nay.
2) Dekh kaar sabar-e-Hussaini ambiya ronay lagay
Rotay rotay yon khalil [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, March 31st, 2008
Teday zulam kanoo main naye darda, paar khanjaar chala holay holay
Na kaar jaldi main dee apni (x2)
Ghin gal naal laa holay holay.
1) Eh hailak hay maiday seenay di
Ekho saman cha day toray hik lahza (x2)
Apay rul rul kay eh bhul waisee (x2)
Eh saman di jah holay holay.
2) Tu sabar cha kaar jay [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Thursday, February 14th, 2008
Chal paray Shabbir Karbal hogiya veeran Medina.
Rooti Akbar tujhko Sughra (x2) rehgayi tanha Medina.
1) Saar bhi dunga, ghaar bhi dunga, behno ki chadaar bhi dunga
Dheen bachanay kay liye noujawan Akbar bhi dunga
Abh na zinda laut kaar main (x2) aaunga nana Medina.
2) Behain lekar, haram lekar, Karbala ko ja raha hun
Aik ghum hai [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Sunday, January 20th, 2008
Khoon-e-Shabbir humain abhi sada daita hay.
Matami haath uthanay ki (x2) dua daita hay.
1) Sachay ilfaz hain kya aur sadaqat kya hay
Ya batata hay humain hussan-e-shahadat kya hay
Ahbadh kehtay hain kisay aur ibadaat kya hay
Yeh to bay dheeno ko tawheed sikha daita hay.
2) Aao afkar-e-yazeedi ko mitanay kay liya
Parcham-e-Hazrat-e-Abbas uthanay kay liya
[...]
Imam Hussain (a.s), Muharram | No Comments »
Sunday, January 20th, 2008
Aay Hussain aay Shah-e-Karbala.
Waqt-e-rukhsat kareeb aa gaiya (x2)
1) Main sawari sajaon teri (x2)
Hay behan teri zinda abhi
Meray bhaiya koyi ghum na kha.
2) Chakiyan pesanay walli maa (x2)
Dekh mojud hay wo yahan
Day rahi hay pata ik sada.
3) Teri rukhsat pay qurban main (x2)
Waar don kalb aur jaan main
Do ghari pas [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Tuesday, January 15th, 2008
Aaye Shabbir bayabaan ko basaanay kay liye.
Dheen ki rah main bharay ghaar ko (x2) lutanay kay liye.
1) Apnay gulshan say chunnay phool bahatar Shah-e-dheen (x2)
Karbala dekh rahi gaud (x2) sajanay kay liye.
2) Laal Zahra ka challa bakshish-e-ummat kay liye (x2)
Kundh khanjar kay tallay saar (x2) woh kataanay kay liye.
3) Ali Asghar nay musalmaano [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Saturday, December 15th, 2007
Shabbir ko sajday main zibah kisnay kiya hai.
Mazloom kay matam say humay roknay walon, ghaar Fatima Zahra ka taba kisnay kiya hai.
1) Khaimay bhi jaalahay toh ridayen bhi uthari
Syedaniya saar nangay kharay rooti ti saari
Hindu tay Yehudi tay Isayi ya koyi aur
Itna toh bata do yeh gunah kisnay kiya hai.
2) Baysheer kay halqhoom peh jab [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Thursday, December 13th, 2007
Karbala di khaakh tay kusda raiya Shabbir Zainab takdi raye.
Ummat neh maar chooreya bachra Batool da (x2) bayjurm tay baytak seer Zainab takdi raye.
1) Eh vekh tay veer edha koyi na raiya
Kalma go zulam kamonday ray
Koyi tapti howay rayt nu zakhmaan tay pahwaanda
Koyi pathar maray koyi teer Zainab takdi raye.
2) Asghar di [...]
Imam Hussain (a.s), Karbala, Misc, Muharram, Syeda Zainab (s.a) | No Comments »
Thursday, November 29th, 2007
Huway pardes mai Shabbir duniya seh juda kaisay.
Ye ummat ne diya (x2) hy risalat ka silla kaisay.
1) Khudayi he janta hai jis ghari Akbar kay marnay ka (x2)
Diya pegham qasid ne (x2) toh Sughra neh suna kaisay.
2) Azan-e-subh-e-Ashura meray Akbar ne day di hai (x2)
Sunay gi hy Zainab tu (x2) dobarra ye sada [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, April 16th, 2007
Lashkaran vich bhairn nun aik jaan disdi veer di.
Mangdiyan ne khair hur maa Zainab dilgeer di (x2)
1) Wasda si bharpor vaihra kha gayi kis di nazar (x2)
Hogayi barbaad basti kis tarah Shabbir di (x2)
2) Jhaira Hashim de mohallay kal ajjay san ronaka (x2)
Uthay aaj faryad sughra di kaleja cheer di (x2)
3) Kis tarah turda [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, April 16th, 2007
Pia meen teeran da wasda eh wich sabir Zahra jaya hai.
Mehmaan bana ke ummat ne ghut pani ton tarsaya hai (x2)
1) Uth veeran dukhya bhairn deya uth matlab maa de wain deya (x2)
Uth putar jawan Hussain deya, tenu Sughra bhairn bulaya eh (x2)
2) Ali Ashgar bol na sakda si mola aansu apnay takda si [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Saturday, February 17th, 2007
Shabbir terai gham main haar aankh bawazu hai.
Haar dil main sog tera kai Khuda-e-Dard tu hai.
1) Akbar ki lash dekho ban main tarap rahi hai
Kai Rasool-e-akharai ka yeh shabab hu bahu hai.
2) Aain Kalim dekhain yeh kis nabi ka sar hai
Naizai pai jo Khuda sai masruf-e-guftagu hai.
3) Makhduma do jahan ko jhutladiya jis [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Saturday, February 17th, 2007
Maqtal ki taraf lasha-e-Shabbir koi dekha.
Luttai howai jab chadarai Tatheer ko dekha.
1) Zainab ko na khuch apni aseeri ka raha gham
Jab Abid-e-Beemar ki zanjeer ko dekha.
2) Rasi main gala mun pai tamachon kai nishan thai
Sajaad nai jab lasha-e-hamsheer ko dekha.
3) Hurmal nai kai baar kaman kainch kai roki
Dekha kabhi bachai ko kabhi [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Saturday, February 17th, 2007
Aabro-e-la ilaha sajda-e-Shabbir hey.
Tairai dam sai ya Hussaina narai takbeer hai.
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
1) Likh diya khoon sai Hussaina perchamai Islam paar
Sar katana rah-e-haq main dheen ki tauqeer hai.
2) Lashai Akbar utha kaar bolai Shah-e-Karbala
Khak-o-Khoon main sarvarai konain ki tasveer hai.
3) Dekhiyai ayoob aa kaar aabar ki manzil [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Saturday, February 17th, 2007
Haar dum Hussain tera gham Hussain.
Hai yehi dua haar moman ki rahai ankh humari naam Hussain.
1) Tasveer Payambar kai gham main yeh sara aalam rota hai
Ghar ghar main majlis jaari hai
Ghar ghar main matam hota hai
Zanjeer sai matam Akbar ka ta hashar karain gain ham Hussain.
2) Khoon Haider ka Asghar main is [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Saturday, February 17th, 2007
Beh raha hai khoon ka dariya lasha-e-Shabbir sai.
Pani pani ki sada aati zakhamai teer sai.
1) Lasha-e-Akber para hai khoon main dhooba huwa
Kehdo wapas lot jayain qasid-e-hamsheer sai.
2) Karbala kai dasht main tha jurm paani mangna
Ho gayai khamosh Asghar Hurmala kai teer sai.
3) Jis kai bosai lai kai milta tha Muhammad ko sakoon
Woh [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Saturday, February 17th, 2007
Day kay saar Shabbir nai Islam zinda kaar diya.
Karbala ko jis kai sajdai nai mualaa kaar diya.
1) Hashar tak koi Yazeedi saar utha sakta nahi
Jis kai badla zindagi bhar bhi chuka sakta nahi
Fatima kai laal nai ahsaan aisa kaar diya.
2) Teri qurbani sai phelai dheen ko aya na chain
Ambiya sai bhi mukamil [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Thursday, February 15th, 2007
Shabbir ne ro farmaya eh nehi larni ennay jung Zainab.
Tennu chadar jaan ton pyari hai (x2) Ghazi diyan khairan mang Zainab.
1) Tu Shaam safaran te jaan walay aik gal da khaas khayal karin
Na vaikhin sar val Ghazi na gal koi lash de naal karein
Odhi lash de kolon sir nangay (x2) chup kar kay javein [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, February 12th, 2007
Putar Rasool da devay sada hal min nasir yansurna.
Bhul gayi ummat fil qurbah hal min nasir yansurna.
1) Awn o Mohammad Akbar kasim rahay Khudah vich gaye sub maray
Fojh rahi na alam hai baki koi nehi bachya ghum ghawara eh
Tur gaya eh Abbas bhira hal min nasir yunsarna.
2) Ummat nabi ton chan Zahra dey [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Friday, February 9th, 2007
Nok-e-sina pai kehta tha yai saar Hussain ka.
Kya kaar saka nahi tera khanjer Hussain ka.
1) Ankhon ka noor qalb ki taaqat chali gayi
Ghorai sai jab gira Ali Akbar Hussain ka.
2) Zahra nai apnai haath rakhai taigh kai talai
Sar katnai laga jo sitamgar Hussain ka.
3) Yeh imtaihaan sabar tha warna aai shaamiyo
Bhari tha [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Friday, February 9th, 2007
Sajdai main saar Hussain ka teeron kai darmaiyan.
Khaimon sai aaraha tha aik shor alamaan.
1) Kaisa tufaan aya aalai Rasool paar
Khaimon main keh rahi thi ro ro kai Bibiyan.
2) Pani ko gayai Ghazi aayai na lout ker
Bachai bilakh rahai tha lai lai kai hitchkiyaan.
3) Nana teri ummat kai kuch log Shaam main
Sar nangai [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Friday, February 9th, 2007
Khanjer talay Hussain hai teeron ki jhari hai.
Aaisi namaaz kis nai zamanai main parhi hai.
1) Apnai hi garam khoon main tarpai Ali Akbar
Tha teer galai main rahai hastai Ali Asghar
Yeh fauj-e-Hussaini hi Karbal main lari hai.
2) Woh hai Hussain khoon sai sai jis nai wudhu kiya
Teeron ki ja namaz pai Alhamd ki [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Thursday, February 8th, 2007
Alvida alvida alvida ai Hussain.
1) Yeh sada yeh fughan aur yeh majlisain
Matam-o-noha aur gham ki yeh zeenatain
Cha ha ta hai yeh dil yun hi qayam rahain
Aha phat ta hai dil kis ter ha lai gayai.
2) Merai mehmaan hai akhari yeh salaam
Tuj pai qurbaan hai akhari yeh salaam
Shah-e-zeeshan hai akhari yeh [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Thursday, February 8th, 2007
Hy Shabbir ko mehmaan na banaya hota.
Hy Zahra ka kalayja (x2) na dukhaya hota.
1) Shah pe ata na bhurapa na kamar kham hoti (x2)
Ali Akbar ka jo laasha na uthaya hota (x2)
2) Hurmala ye to bata kya tera nukhsaan hota (x2)
Paani besheer ko tu nai jo pilaaya hota (x2)
3) Bintay Zahra teri chadar [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Thursday, February 8th, 2007
Nabhi dai bosay di ja tai khanjar chalaen dai rai.
Qatal namaaz ku ker kai khushi manain dai rahai.
1) Koi marainada naizai chalawai teer koee
Reiya Hussain da Ghazi jaiya na veer koee
Hy ujri laash tai ghoray, sakhi vandai rai.
2) Siraan’ch khaak’aan tai kausar dai jaam chaayai harn
Ali tai Fatima arshay bareen ton aayai [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Thursday, February 8th, 2007
Moiza hai Hussain ka mataam aaj bhi moizay dikhata hai.
Choda sadiyan guzaar gaeein logo ghum-e-Shabbire abhi taza hai.
1) Yeh woh mairaj hai ibadat ki jis ki bani hai sani-e-Zahra
Yeh ibadat jahan bhi hoti hai waan ponhonchat hai khana-e-Kabba
Qudsi aa kar safain banatay hain nohay Quran parhne aata hai.
2) Iski masnad hai majlis-e-Shabbir aur [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Tuesday, February 6th, 2007
Chorta hun main watan deen ko bachanay ke liye.
Jo kiya wada azal main woh nibanay kay liye (x2)
1) Kar diya majboor mujhko karnay aaya hu salam (x2)
Ja raha hun Karbala wapis na anay kay liye (x2)
2) Ahgaya woh din bhishidat say tha jis ka intezaar (x2)
Bhaiti hay tayar Zainab saath janay kay liye (x2)
3) Hogayi [...]
Imam Hussain (a.s), Muharram | No Comments »
Friday, February 2nd, 2007
Roye pak Rasool nawasay da haye rakh ke naam Hussain eh.
Jadun waikhiya chehra babay da (x2) hui pak Batool bechain.
1) Koi bhairn na veer nun injh royi tareekh gawaiyan dainda hai
aaj kabar Zainab chon aonda eh awaaz Hussain, Hussain eh.
2) Eh putar Rasool de han Zahra mere baad tu khaas khayal rakhin
Jadon deen te mushkil waqat [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Friday, February 2nd, 2007
Hussain mohsanay aazum tayri misaal nahi.
Joo kaam toh nay kiya hai usay zawal nahi.
1) Hussain teeroo kay saayaye may shukur kurtay rahay
Kisi ko sabr may aisa milla kamaal nahi.
2) Abbas-o-Akbar-o-Qasim deyaye Ali Asghar
Magar Hussain ko aya zara malaal nahi.
3) Ay Kufay waalo na dekhoo nigaahay bund karoo
Yeh baytiyaa hain Ali ki tumay kiyaal [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Wednesday, January 31st, 2007
Ya Hussain, Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain.
1) Karb-o-bala main Zainab kerti rahi yeh bain, be-gour-o-be-kafan hai Zahra ka noor-e-ain.
2) Shabbir la rahay hain kariyal jawan ka lasha, awaz de rahay hain Abbas ko Hussain.
3) Karb-o-bala ke bun main roti rahi Sakina, baad-e-Hussain dukhiya paye gi kaise chain.
4) Khaliq ki kul khudai Shabbir ne bachai, [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Wednesday, January 31st, 2007
Je waqat zohar meh na awa medi Zainab tang laha choreen.
Meda khali ghora aah vesiunku toos da raah diklaa choreen.
1) Tu samaj vanje mede ghore tu
Thi Abid putar yateem geya-e
Vich sajde Shimaar de khanjar tale
Thi chan Zahra taqseem geya-e
Ehsaan eyo laavi Zainab
Meda Abid putar bachaa choreen.
2) Na mohlat milsi bhain meku
Masroof hosa [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 29th, 2007
Hussain teri lahu ki khushbu falak ki daman seh ahre hai.
Ye khoon na hak chupenga kyu kar (x3)
Jise ye duniya chuparahi hai (x2)
1) Ye sabr tera teri ibadat (x2) Quran haq me teri shahadat (x2)
Teri sadaqat ki dastane (x3) zamane gar ko sunaarahi hai (x2)
2) Tamam alam ko ye dikhaya (x2) kata ke gardan [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 22nd, 2007
Gunji ba waqt-e-asar sada main Hussain hun.
Kaato na mera khusk gala, main Hussain hun.
1) Amma kissi nai paani ka ik boond bhi na di
Main baar baar kehta raha, main Hussain hun.
2) Sookhi huwi hai sang merai halq ki rasain’
Aahista tu churri ko chala, main Hussain hun.
3) Shireen kai ghar pai phoncha dai rano’ [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 15th, 2007
Fatima da ladla maqtal day pasay turr paya.
Jism tay Mazloom day (x2) phatheya laybaas ay turr paya.
1) Qafila kaar kay hawalay Abid-e-bemaar day (x2)
Rondiya behna nu oh dainda dilasay turr paya.
2) Choor kay ghaar bhaar mil kay naal behna betian (x2)
Ahmed-e-Mukhtar nu kaarkay udaas ay turr paya.
3) Baad Ghazi day qamar kham ho [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Abroo Dheen-e-khuda ki main bachany jaun ga.
Raig zaarai Karbala main (x2) ghar lutaanay jaun ga.
1) Karbala main sabar ka hai jabr sai ab maar ka
Main Hussain ibne Ali hun sabar mera raasta
Shukar ki manzil pai apna sar kataanay jaun ga.
2) Khaahis-e-baatil hai dheen-e-kibriya na bood ho
Phir hubal ka naam pehlai ki terha [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Khanjaar dhi dhaar thalay maan ambhiyaan vaan dah.
Kussan dah kauf nahin (x2) fikaar hain riddah vaan dah.
1) Khudah deena ch’ denah, laal enjh ko ha ay hun (x2)
Sabar Hussain dah ay (x2) honsla imaam vanda.
2) Sataar kadaam tay nahin, vendhi kusdah veeran ku (x2)
Nah bhain bhayi avay (x2) faisilah bhira vanda.
3) Sakina vekh [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Ranj nah ho maira bhira, bay kafaan lasha tera.
Baan kay qaidi shaam jandhi, paiyeh Zainab bay ridaah.
1) Baba Zainab nu teri kufai dhi shahi bhul gaye
Vekh ess Kufay dai vich aulaad teri rul gayi
Yah Ali mushkil khusha dhiya dai pardai bacha.
2) Deais baghana hain veeran vekh main majboor hoon
Kaar nai sakdi dufaan tenu, [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Koyi Hussain sa sajda bhala ada to karay.
Yeh rashk jis pai sada khaak-e-Karbala to karai.
1) Shaheed kon sa guzra hai purai aalim main
Sina ki nok pai jo zikr-e-la ila to karay.
2) Labai furat woh bazu kata kai soya hai
Abbas jaisi jahan main koi wafa to karay.
3) Alam kai neecho jo maango qabool hoti [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Hussain dheen da mohsin tai lailla di bina.
Gala kata kai sharafat nu dai gaiya ai baka.
1) Hussain haamil-e-merza tai kibriya vi aai
Hussain waris-e-dastaar-e-Mustafa vi aai
Hassan da veer aai, lokok waqar-e-arzo sama.
2) Shabih-e-Ahmad-e-Mukhtar di ai mainu qasam
Meray Hussain nai kervalaiya ai sir vi kalam
Gaiya ai nanay ton’ hizyaan vala daagh mita.
3) Kasam [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Hy O’ Mera Bhira Hussain, Mazloom-e-Karbala Hussain.
Keevain kafan pavaavaan’ tainu, reh gaiyi meri rida Hussain.
1) Behna nai cha kai dasth ton’ mitiyan siran’ ch paa laiyaan
Hoiya jadon ailaan ai’ dunya ton’ tur gaiya Hussain.
2) Tanveer teri laash tai ghoray bajayai Shaamiyan’
Jibreel ro kai bolaiya, pamaal hogaiya Hussain.
3) Mai kehdni rahiyan zalimo maaro na [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Hashar main rang layai ga khoon-e-shahidan’ dekhna.
Aayingi jaab Fatima (x2) haal-e-parishan dekhna.
1) Ru ba ru baba kay jab khatoon-e-jannat ayaingi
Khali jholi sarvar-e-konain ko dekhlain gin’
Bil yaqee therayai ga mehshar ka maindan’ dekhna.
2) Rakh diya barchi nai Akbar ka kaleja cheer kai
Rukh badal dalain’ hain ummat nai teri tasveer kai
Malik-e-Kauthar zara ummat [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Kata kai apna gala tera dheen bachaun ga.
Main apnai khoon sai rahai wafa sajaun ga.
1) Howai na hongai abhi purai maa kai bhi armaan
Abhi to Kubra ka utra na hoga rangai hila
Main khaima gah main Qasim ki lash laun ga.
2) Hazar zulm karai nana chahai ahlai sitam
Terai Hussain ko hai teri azmaton [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Hy na ghareebh sadaavi mera Shabbir sakhi.
Tu naaz nabhiyaan da hai veeran (x2) akai bayn ujri.
1) Putar ameer Ali da, kadhi ameer saa main
Hai mera apna mukadar, hy aj ghareebh haan mai
Menu ghareebh bana gaye ai (x2)
Laash Akbar dee.
2) Meray ghareebh Syed tai, ehsaan far ma vee
Bairaa dai joondhai–a-Zainab, tu baar [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Hussain tunei jo sajdeh mein saar katayah hain.
Behen neh khaimei kai daar seh, quraan utai yah hain (x2)
1) Makaam-e-arshai o’ nasai saada yeh ati hain (x2)
Hussain tunai mera la’illah bacha ya hain (x2)
2) Woh jus kai godh sei liye kaarte hahib-e-Khudha (x2)
Ussi jaaga seh Shimaar neh lahoo bhaya hain (x2)
3) Riddah to lutt [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Shabbir ki bahoon main, buniyaad dai wafa hain.
Ankhon sai laahu jahri (x2) bin baazu parah hain.
1) Dariyah ki tara aysai, nah gout ay piya paani (x2)
Ghazi ki wafa daiko (x2) pyasa hi karaa hain.
2) Kia khoon ka haar katraah, Shabbir ay pai hi Kubra (x2)
Abbas aai wafov ohnki (x2) duniya kah khuda hain.
3) [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Shabbir tera matam momin ki nishani hai.
Bakshish ki zamanat hai jo ankh main pani hai.
1) Yeh dagh nahi logo hai mojaza matam ka
Seenay pai likihi merai Karbal Ki kahani hai.
2) Ghazi ka alam lai kai bazar main aayai hain
Rudad aseeron ki dunya ko sunani hai.
3) Zainab nai shuru ki thi zindan main azadari
[...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Monday, January 8th, 2007
Waqar-e-dheen-e-Khuda hai Hussain ka matam.
Rasool-e-Haq sai waafa hai Hussain ka matam.
1) Qaza namaz ki roza zakat Hajj ki hai
Magar kabhi na kaza Hussain ka matam.
2) Tera naseeb tu Zahra kai mujramon main howa
Mujhai to Rab ki ata hai Hussain ka matam.
3) Qasam Ali ki woh mehshar main tajwar hoga
Kai jin kai ghar [...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »
Thursday, January 4th, 2007
Hussain ya Hussain ya Hussain ya Hussain (x3)
1) Zahra ka ladla bay jurm aur bay katah
Hy maara gaya (x2)
Gurbaat ki yeh shaab hain bay parda Zainab hain,
karti hain ro ro kaar, Zainab yehi fuhgaa.
2) Woh jo lahu lahu hain khaliq ki abharu hain
Ay shah-e-Karbala maishaar talaak khuda
Mamnoon hai tehra (x2)
[...]
Imam Hussain (a.s) | No Comments »