Archive for the 'Syeda Fatima (s.a)' Category
Saturday, June 12th, 2010
(Haye Syeda)
Pehlu bhi shikasta hai, turbat bhi shikasta hay.
Kya haal yeh ummat nay, Zahra ka banaaya hay.
1) Khatoon koyi ghum say, yun churr nayhi dekhi
Aisi koyi duniya may, mastoor nayhi dekhi
Athaara baras may hi, lagti jo zaeefa hay.
2) Darbaar may zaalim nay, ki [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Sunday, August 31st, 2008
Ghaar Fatima ka luta pardes main kaaza nay.
Syed ka khoon baaheya (x2) ghurbat main ashkia nay.
1) Umaat nay pheir di hain taigh-e-sitam wahan paar (x2)
Bosay diye tay aksar jis jaa pej Mustafa nay.
2) Phir Fatima kay ghaar paar dastak hoyi kisi ki (x2)
Phir agaye musalman Zahra ka ghaar jalaanay.
3) Ya Mustafa khabar lo [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Friday, May 16th, 2008
Haye baad-e-Rasool ummat nai Fatima ko bohat sataya hay.
Us kay ghaar ko jalanay aayei hain, jis kay ghaar main Quran aaya hay.
1) Bharay darbaar main musalmaan nay dono jhutla diye hain laal us kay
Jaanay kaisa salook kaar dala pal may ho gayai safaid baal us kay
Girr kay bayhosh ho gaye Zahra, haal Zainab [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Saturday, April 12th, 2008
Rab janay kinjh haq lain layi Zahra ujri darbar gayi.
Enjh lagda si jeewain pakh Rasool di kujh vi lagdi naye (x2)
Rondi darbar choon bahaar gayi.
1) Lagda-e-hizyaan di halat vich teray piyo nay sanad likhi hosi
Haye mimbar tay bhaitay malooon di Zahra ro ro kay (x2)
Sundi logon guftar gayi.
2) Zahra tay sani-e-Zahra nay ki [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Monday, January 21st, 2008
Lo musalmano khamosh ho gayi Zahra.
Zakhm pehlo main liye (x2) aaj soou gayi Zahra.
1) Jiskay ronay ki sadao say tarap jatay tay
Sun kay fariyad Ali Pak chalay atay tay
Mout kay gehray andharon (x2) main kho gayi Zahra.
2) Logh Yasrab kay baray chain say abh souein gay
Meri Makhdoma kay masoom sabhi rooein gay
[...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Sunday, January 20th, 2008
Woh Zahra baap say milnay chali hay.
Ali kay ghaar saf-e-matam (x2) bichi hay.
1) Bohat roti ti jo baba ko apnay (x2)
Woh Khaton-e-Qayamat ja rahi hay.
2) Woh bait-ul-huzan mein karti hay girriya (x2)
Jo baiti Mustafa ki ladali hay.
3) Jalanay aa gaya jo baab-e-Zahra (x2)
Musalmano yeh kaisa ummati hay.
4) Howa hay neela kyon bibi [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Friday, January 11th, 2008
Thi yeh Zainab ki sada zakhmi pehlo hay tera aay meri maa Zahra.
Ghum say labrez howa kaisa andhera howa – aay meri maa Zahra
1) Maa tu darbar gayi pesh-e-sarkar gayi
Tu nay Quran parha to nay kutba bhi deya
Teray Hussnain gawah – aay meri maa Zahra.
2) Zulm ummat nay kiya jalta dart ugh pay [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Sunday, December 2nd, 2007
Farman-e-risalat ko bhulatay ho musalman.
Kyon Fatima Zahra ko satatay ho musalman.
1) Tum jantay ho logo is bibi ki azmat ko
Lotaya hay kyon khali khatoon-e-qayamat ko
Kyon aag us kay ghar ko lagatay ho musalman.
2) Masooma hay makhdoma Hussnian ki madar hay
Tafseer hay kausar ki ya bint-e-peghambar hay
Kyon pehlu pay darwaza giratey ho [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Monday, July 23rd, 2007
Hy baba teri ummat nai meray ronay tai pehray laayai.
Main dasdi haan teray bajaun teri Zahra nai jo zulm uthayai.
1) Mimbar day saamnay teri sanad day purzay
Chundi rahi naal surndi rahi galan teri tehreer day baray
Hy mimbar day saamnay,main rondi rayi oh hasday rahay
Jina lokan nu tu kalmay parhayai.
2) Haq lairn [...]
Syeda Fatima (s.a) | 1 Comment »
Saturday, June 30th, 2007
Zahra tujhei darbar mein haq kyun na mila hai.
Shayed ke yehi ajr-e-risalat ka sila hai.
1) Mehroom rahi haq se to ummat ki satai
Juthlayi shareefon ne teri pak gawai
Is ghum ne tere dil ka sakoon cheen liya hai.
2) Ehsan faramoshon ne hai tujhko rulaya
Aur baad nabi kyun saqeefay mein bulaya
Choda soh baras [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Wednesday, June 27th, 2007
Zahra de janazay te Zainab ro ro kay vain ay kardi ay.
Nana teray shaire ich maa meri (x2) hath rakh pehloon te turgay ay.
1) Hy saal aataran di bibi darbaar chon wapas jad aayi
Deevaran phar phar turdi si keeti ummat ay jay rasvayi
Ek pal bi chain nay aaya har wailay rondi ray ay.
2) [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Wednesday, June 27th, 2007
Allah janey sain Zahra kivay darbaar gayi.
Haq mangdhi rahi ro ro kay sitam gaara ko, isko darbaar di peyshi eno tha maar gayi.
1) Khoob badla enu mileya piyo dey ehsaana da
Paak Zahra ki guwaya si, musalman ada
Haye ummat edha vasda hoya ghar saar gayi
Isko darbaar di peyshi eno tha maar gayi.
2) Jidey [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Wednesday, June 27th, 2007
Jiski tauqeer pay Quraan nay qasam khaayi hai.
Roti darbaar say chup chaap chali aayi hai.
1) Qatal Mohsin ka howa pehlo pay dar girnay say
Zakhm pehlo ka liye qabar talak aayi hai.
2) Sir khulay Shaam main jaayege yeh kaisay zinda
Saaamnay baba kay Zainab na kabhi aayi hai.
3) Sab tau tum cheen chukay ghar ko [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Saturday, April 21st, 2007
Tendi ummat ku ay darwazey da bul adab geya meh row paye ah.
Baba jith rukda avay tu uho dar daleya meh row paye ah.
1) Thorey kulah aslaakum di ayat sunway meh sana dikai tendi
Di mahrooma da kay na ithbaar kita mai row paye ah.
2) Kayanat deh wich bala kown howsi medi Hassan Hussain tu [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Saturday, February 17th, 2007
Apne bhete ki safay matam bicha lo Fatima.
Aa geya maah-e-aza aanso baha lo Fatima.
1) Aag se Sajaad ko aakar nikalo Fatima
Are aakar nikalo Fatima
Jal na jaaye aag se muztar bacha lo Fatima.
2) Cheen kar chadar saro se legeye aada-e-deen
Hai le geye aada-e-deen
Nange saar Zainab hai chadar tou udha lo Fatima.
3) Zakmh inte hai [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Saturday, January 27th, 2007
Zahra bharay darbar may roti rahi kari.
Na janay kis tarha (x2) haq mangti rahi Zahra.
1) Yeh us key baytey hay jis nay do laqtay chand kiya
Wo jis kay noor nay, har roshiney ko mand kiya
Satao na isay, dukiyari hay bari Zahra.
2) Nabi kay baad yay kya ho gaya zamanay ko
Kyu kalma go [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Thursday, January 25th, 2007
Qabar main Ahmad-e-mursal ko sataya jis nai.
Fatima Zahra ko darbaar bulaya kis nai.
1) Kaun ab qabar-e-muhammad pai jalayai ga charag
Dee Dar-gah-e-Ahmad ka bujhaya kis nai.
2) Jin kai nalain kai sadaqi sai behan ho haasil
Un pai hizyaan ki tohmat ko lagaya kis nai.
3) Jis nai bakhsha shariyat ko saleeqa-e-hayaat
Us ko darbaar ka mahol [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Thursday, January 25th, 2007
Saye me Sayyida ke, azadare rahenge.
Jab hoga sawaa neze pe khurshido qayamat (x2)
1) Barta hi chalaa jayenge Shabbir-e ka matam (x2)
Aaye jo gham-e sheh ke, alamdar-e rahenge.
2) Hum kabre me sojayenge jab-e, be khaberi se (x2)
Matam ki nishaa ruh, me be de daar-e rahenge.
3) Har chiz-e ko duniya me fanaa, hona hai ik [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Thursday, January 25th, 2007
Ya Zahra.
1) Ay meri bibi tere dar pe istighasa he
Tera mamnoon meri shehzadi ye jaha sara hai.
2) Tu hame hifz or amaan dede, apni chadar ke saiban dede
Teri kudrat me kya nahi bibi, tu jise chahe do jahaan dede.
3) Ay meri bibi aansu-o mein duwa mangi hai
Teri tasbee hi parke dil ne tuje [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Thursday, January 18th, 2007
Zahra da paak baba sun di diya duhaiya.
Rovan te fasika nai (x2) paabandiyan nay layaan.
1) Eh loag tera pursa, menu nay deena ayay
Baytay rayay saqeefa, mimbar tay deed layay
Tin din day baad aakay, aina poorian vichaayaan.
2) Menu zalima nay baba, darbar vich bulaya
Tukray sanad day kar kay, ay faisala sunaya
Sanu kabool [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Friday, January 12th, 2007
Ya Fatima, ya Syeda.
Masooma,Makhdooma, Mazlooma, Mahrooma
An haq-e-Meeras-e-Abooha.
Jis Ko Zahra tayri pehchaan nahi hai.
Woh bashar sahib-e-iman nahi hai.
1) Us nay tahreer-e-risalat ko na jaana
Jis nay Zahra kay gawahoon ko na mana
Woh musalmaan to kya insan nahi hai (x2)
2) Fatima Zahra ka ghaar jis nay jallaya
Aal-e-Ahmed ka Lahu jis nay bahaya
Us ki bakhshish [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Saturday, January 6th, 2007
Zahra tay kalma ghonn nay darvaza enjh girayah.
Aj tak Hassan dee maa nay, pasay town haatn nai chaya.
1) Babay nabi nun akhay, tahseer kee ai meri ghasib nay akhaya ai
Waris nahee mei teri masalay town. bhul gayeen haan, ilzam nay hilaya.
2) Hun tera gham vee baba, Zahra nai sakdee,upnay cha ghar cha bakay
Athroo [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Saturday, January 6th, 2007
Salwatho salam aap pe ya Fatima Zahra.
Ham aye hain purse keliye Fatima Zahra.
1) Hum dethe hain pursa tumhe Abbase jari ka.
Aur Akbar-e-dilgeer ka ya Fatima Zahra.
2) Zainab ke pisar Awn o Mohammed ka bhi pursa.
Aur Asghare besheer ka ya Fatima Zahra.
3) Abbas jo lashkar ka tha Sarwar ke alamdar.
Dariya pe osse khatal [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Tuesday, January 2nd, 2007
Zahra kuj souch zara eway bholdi pai ay
Tere babay di tehrir nahi
Keya zalim nay beh mimbar tey
Kis haq di gal pai karni ay aey fidaq teri jageer nahi
Zahra Kuj souch zara eway bholdi pai ay
1) Doo waqat day pak imam awahi dein gaey
Per rounday ghar nu Mur aye
Keya Loka nay ay Zahra nu
Kere Naal [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Tuesday, January 2nd, 2007
Zainab se pehle Zahra Darbar mein gayi
Ummat ne kahan lakay khara kardia mujhieh beti Rasool ki yeh sochti rahi
1) Hasnain sharifain bhi rotay rahay kharay,
Darbar mein maa chunti rahi sanad ke tukray sub Log hans diye,
Zahra ki ghasibon netazeem kia khoob ki.
2) Haye baad nabi Zahra ko ronay nehi dia
Jaltay huey darwazay [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Tuesday, January 2nd, 2007
Rooti Howi Darbaar sai, Lott aayi Fatima.
Nah jaanay kya wahan seh (x2) Dekh aayi Fatima.
1) Is baat ka nahin ghaam jageer cheen li
Roona to yeh hain tum nay, jhutlayi Fatima.
2) Khud hi bata musalmaan teray situm kay baad
Duniya main kitnay din hai, jee paayi Fatima.
3) Mohsin ko bhool jana insaniyaat nahin
Pehchano Muhaamed [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »
Tuesday, January 2nd, 2007
Kesay darbaar main gayi hogi, ay nabuwat ki abroo Zahra.
Hasray hay tamaam kalma goh, karti ro kaar jo guftagu, Zahra.
1) Jo masayab Batool par aayay, din te partay to raat ho jaati,
Karti jo badua kabhie Zahra, katam yeh qayanaat ho jaati,
Baad baba kay na sakoon paaya, kaisai jeeti rahee hay tu, Zahra.
2) Teray [...]
Syeda Fatima (s.a) | No Comments »